SEARCH RESULTS
Showing search results for "'marhab'"
Ghazal MATCHES FOR "'marhab'"
Ghazal
vo sarv-qad hai magar be-gul-e-muraad nahii.n
ki us shajar pe shaguufe samar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Haidar Ali Jafri
Ghazal
shaah-e-KHaibar-giir se marhab ko nisbat kaun thii
dar hilaanaa aur thaa mugdar hilaanaa aur thaa
Meer Ali Ausat Rashk
Ghazal
'ishq o.Dhaa 'ishq pahnaa 'ishq ko maz.hab kiyaa
kaam kuchh is ke 'alaava 'aashiqo.n ne kab kiyaa
Azra Naz
Ghazal
agar talaash karuu.n ko.ii mil hii jaa.egaa
magar tumhaarii tarah kaun mujh ko chaahegaa
Bashir Badr
Ghazal
jo ham pe guzrii so guzrii magar shab-e-hijraa.n
hamaare ashk tirii aaqibat sa.nvaar chale
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ye kyaa azaab hai sab apne aap me.n gum hai.n
zabaa.n milii hai magar ham-zabaa.n nahii.n miltaa
Nida Fazli
Ghazal
zabt laazim hai magar dukh hai qayaamat kaa 'faraaz'
zaalim ab ke bhii na ro.egaa to mar jaa.egaa
Ahmad Faraz
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
dil naa-umiid to nahii.n naakaam hii to hai
lambii hai Gam kii shaam magar shaam hii to hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
kaise kah duu.n ki mujhe chho.D diyaa hai us ne
baat to sach hai magar baat hai rusvaa.ii kii
Parveen Shakir
Ghazal
vo ham-safar thaa magar us se ham-navaa.ii na thii
ki dhuup chhaa.nv kaa aalam rahaa judaa.ii na thii