SEARCH RESULTS
Showing search results for "'samad'"
Ghazal MATCHES FOR "'samad'"
Ghazal
vo sarv-qad hai magar be-gul-e-muraad nahii.n
ki us shajar pe shaguufe samar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
kuchh nahii.n miltaa 'samad' patthar ko teshe ke sivaa
aazarii ko aazarii naam-e-KHudaa kah liijiye
Samad Ansari
Ghazal
javaanii kyaa hai hasii.n yaadgaar kaa aalam
na hogaa aisaa kisii taajdaar kaa aalam
Abdus Samad Aasi
Ghazal
rashk-e-firdaus hai us Guncha-dahan kii KHushbuu
merii har saa.ns me.n hai us ke badan kii KHushbuu
Abdus Samad Aasi
Ghazal
shaayad 'samad' kisii ne daaman rakhaa hai lau par
khulne lagii.n havaa kii baahe.n zaraa zaraa sii
Samad Ansari
Ghazal
Samad Raza
Ghazal
harf-e-haq merii zabaa.n se jo nikal pa.Dtaa hai
saamne vaale kii peshaanii pe bal pa.Dtaa hai
Samad Raza
Ghazal
ab daar se miltaa hai tiraa qaamat-e-baalaa
shikva thaa tire qad ko bahut sarv-o-saman se
Samad Ansari
Ghazal
uThtaa nahii.n hai paa.nv 'samad' aabla baGair
lab pe nahii.n hai harf sadaaqat ke maa-sivaa
Samad Ansari
Ghazal
vo zaKHm jin se milaa dard aashnaa.ii kaa
nahii.n hai.n vo bhii 'samad' ab mire saraapaa me.n
Samad Ansari
Ghazal
kaise nazar jhukaa.uu.n tujhe dekhne ke baa'd
kis gosha chain paa.uu.n tujhe dekhne ke baa'd
Mubashir Samad Gauri
Ghazal
jin ke badan pe atlas-o-kamKHaab hai 'samad'
sach puuchhiye to log vahii be-libaas hai.n
Samad Ansari
Ghazal
Abdus Samad Aasi
Ghazal
raat ke aks jo shabnam me.n utarne aa.e
kitne phuulo.n me.n 'samad' daaG-e-jigar chho.D ga.e