SEARCH RESULTS
Showing search results for ",MOd1"
Ghazal MATCHES FOR ",mod1"
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
Amjad Islam Amjad
Ghazal
lag ke saahil se jo bahtaa hai use bahne do
aise dariyaa kaa kabhii ruKH nahii.n mo.Daa karte
Gulzar
Ghazal
sharmaa ke mu.nh na pher nazar ke savaal par
laatii hai aise mo.D pe qismat kabhii kabhii
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Rahat Indori
Ghazal
haath aayaa nahii.n kuchh raat kii daldal ke sivaa
haa.e kis mo.D pe KHvaabo.n ke parastaar gire
Shakeb Jalali
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
jis mo.D se chale the pahu.nche hai.n phir vahii.n par
ik raa.egaa.n safar ko anjaam karte karte
Zafar Iqbal
Ghazal
kyaa jaane ko.ii kis par kis mo.D pe kyaa biite
is raah me.n ai raahii har mo.D bahaanaa hai
Sahir Ludhianvi
Ghazal
ab to bas ek hii KHvaahish hai kisii mo.D par tum
ham ko bikhre hu.e mil jaa.o sambhaale.n tum ko
Wasi Shah
Ghazal
har ik mo.D par ham Gamo.n ko sazaa de.n
chalo zindagii ko mohabbat banaa de.n
Sudarshan Faakir
Ghazal
bichha.Dnaa hai to bichha.D jaa isii do-raahe par
ki mo.D aage safar me.n kahii.n nahii.n aataa
Shahryar
Ghazal
gar Gam-e-suud-o-ziyaa.n hai to Thahar jaa ai jaa.n
ki isii mo.D pe yaaro.n se hu.e yaar judaa
Ahmad Faraz
Ghazal
silsila mere safar kaa kabhii TuuTaa hii nahii.n
mai.n kisii mo.D pe dam lene ko Thahraa hii nahii.n
Sultan Akhtar
Ghazal
ghar kaa saaraa raasta is sarKHushii me.n kaT gayaa
is se agle mo.D ko.ii ham-safar hone ko hai