SEARCH RESULTS
Showing search results for ",QAb7"
Ghazal MATCHES FOR ",qab7"
Ghazal
na jaane kab tire dil par na.ii sii dastak ho
makaan KHaalii hu.aa hai to ko.ii aa.egaa
Bashir Badr
Ghazal
us ke badan ko dii numuud ham ne suKHan me.n aur phir
us ke badan ke vaaste ek qabaa bhii sii ga.ii
Jaun Eliya
Ghazal
zindagii tuu ne mujhe qabr se kam dii hai zamii.n
paa.nv phailaa.uu.n to diivaar me.n sar lagtaa hai
Bashir Badr
Ghazal
iimaa.n mujhe roke hai jo khii.nche hai mujhe kufr
ka.aba mire piichhe hai kaliisaa mire aage
Mirza Ghalib
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
mai.n aksar sochtaa huu.n phuul kab tak
shariik-e-girya-e-shabnam na ho.nge
Hafeez Hoshiarpuri
Ghazal
maslahat ne ajnabii ham ko banaayaa thaa 'adiim'
varna kab ik duusre ko ham ne pahchaanaa na thaa
Adeem Hashmi
Ghazal
zindagii tuu kab talak dar-dar phiraa.egii hame.n
TuuTaa-phuuTaa hii sahii ghar-baar honaa chaahiye
Munawwar Rana
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
ahl-e-mahfil pe kab ahvaal khulaa hai apnaa
mai.n bhii KHaamosh rahaa us ne bhii pursish nahii.n kii
Ahmad Faraz
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Kaifi Azmi
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
kab Thahregaa dard ai dil kab raat basar hogii
sunte the vo aa.e.nge sunte the sahar hogii