SEARCH RESULTS
Showing search results for ",cVlO"
Ghazal MATCHES FOR ",cvlo"
Ghazal
Faiz Dakani
Ghazal
jasaarat-e-suKHan-e-shaa.iraa.n se Darnaa kiyaa
Gariib mashGala-e-qiil-o-qaal hii ke to hai.n
Irfan Siddiqi
Ghazal
shaa'ir Gazab ke hote hai.n hargiz na chuukte
mauqa' nahii.n dahan me.n tire qiil-o-qaal kaa
Aagha Akbarabadi
Ghazal
pahle to qiil-o-qaal me.n hotaa nahii.n thaa mai.n
phir yuu.n hu.aa ki harf se baahar nahii.n hu.aa
Shahzad Nayyar
Ghazal
darii.n gumaan-kada kullo-man-alaihaa-faan
bas ik chhalaavaa miraa ishq, ek chhab tirii yaad
Iftikhar Mughal
Ghazal
aazaad jins-e-dil ko faqat ik nazar pe bech
saudaa giraa.n nahii.n na bahut qiil-o-qaal kar
Jagan Nath Azad
Ghazal
Anjum Fauqi Badayuni
Ghazal
jiitaa hai kaun bahs me.n muurakh se aaj tak
be-kaar kyuu.n ulajhte ho tum qiil-o-qaal me.n
Shamim Hashimi
Ghazal
KHabar nahii.n ki Galat kyaa hai aur kyaa hai durust
dilaa ye ishq hai to qiil-o-qaal rahne de
Tasneem Abidi
Ghazal
jalva-e-husn me.n hu.aa huu.n gum
ab yahaa.n jaa-e-qiil-o-qaal kahaa.n
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Ghazal
tumhaarii baat hii tasliim kii bahar-suurat
zamaane bhar ke dimaaGo.n ne qiil-o-qaal ke ba.ad