SEARCH RESULTS
Showing search results for ",zmaF"
Ghazal MATCHES FOR ",zmaf"
Ghazal
Bismil Azimabadi
Ghazal
afsurda huu.n ibrat se davaa kii nahii.n haajat
Gam kaa mujhe ye zo.af hai biimaar nahii.n huu.n
Akbar Allahabadi
Ghazal
zo.af se girya mubaddal ba-dam-e-sard hu.aa
baavar aayaa hame.n paanii kaa havaa ho jaanaa
Mirza Ghalib
Ghazal
zo.af me.n taana-e-aGyaar kaa shikva kyaa hai
baat kuchh sar to nahii.n hai ki uThaa bhii na sakuu.n
Mirza Ghalib
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
gunjaa.ish-e-adaavat-e-aGyaar yak taraf
yaa.n dil me.n zo.af se havas-e-yaar bhii nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
hiraas-e-shab, asar-e-zo.af, KHauf-e-raahzanaa.n
musaafiro.n pe giraa.n vaqt-e-shaam hotaa hai
Peer Nasiruddin Shah Naseer
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
ye jhurriyaa.n nahii.n haatho.n pe zo.af-e-piirii ne
chunaa hai jaama-e-aslii kii aastiino.n ko
Meer Anees
Ghazal
chho.Daa na mujh me.n zo.af ne rang iKHtilaat kaa
hai dil pe baar naqsh-e-mohabbat hii kyuu.n na ho
Mirza Ghalib
Ghazal
chashm parvaaz o nafas KHufta magar zo.af-e-umiid
shahpar-e-kaah pa.e-muzhda-risaanii maa.nge
Mirza Ghalib
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
yaaro ye daur zo.af-e-basaarat kaa daur hai
aa.ndhii uThe to us ko ghaTaa kah liyaa karo
Qateel Shifai
Ghazal
ham apne zo.af ke sadqe biThaa diyaa aisaa
hile na dar se tire sa.ng-e-aastaa.n kii tarah
Dagh Dehlvi
Ghazal
zo.af se hai ne qanaa.at se ye tark-e-justujuu
hai.n vabaal-e-takiya-gaah-e-himmat-e-mardaana ham