SEARCH RESULTS
Showing search results for "آخر"
Ghazal MATCHES FOR "آخر"
Ghazal
tumhaare KHat me.n nayaa ik salaam kis kaa thaa
na thaa raqiib to aaKHir vo naam kis kaa thaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
aaKHir to ek roz karegii nazar vafaa
vo yaar-e-KHush-KHisaal sar-e-baam hii to hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Naseer Turabi
Ghazal
aaKHir aaKHir to ye aalam hai ki ab hosh nahii.n
rag-e-miinaa sulag uTThii ki rag-e-jaa.n jaanaa.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ajab haalaat the yuu.n dil kaa saudaa ho gayaa aaKHir
mohabbat kii havelii jis tarah niilaam ho jaa.e
Bashir Badr
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
haa.n Thiik hai mai.n apnii anaa kaa mariiz huu.n
aaKHir mire mizaaj me.n kyuu.n daKHl de ko.ii
Jaun Eliya
Ghazal
rafiiq-e-zindagii thii ab aniis-e-vaqt-e-aaKHir hai
tiraa ai maut ham ye duusraa ehsaan lete hai.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Ameer Khusrau
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ab tak dil-e-KHush-fahm ko tujh se hai.n umiide.n
ye aaKHirii sham'e.n bhii bujhaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
dostii ke naam par kiije na kyuu.nkar dushmanii
kuchh na kuchh aaKHir tariiq-e-kaar honaa chaahiye