SEARCH RESULTS
Showing search results for "اسرار"
Ghazal MATCHES FOR "اسرار"
Ghazal
ye jo diivaane se do-chaar nazar aate hai.n
in me.n kuchh saahab-e-asraar nazar aate hai.n
Saghar Siddiqui
Ghazal
mai.n to yuu.n chup huu.n ki andar se bahut KHaalii huu.n
aur ye log pur-asraar samajhte hai.n mujhe
Shahid Zaki
Ghazal
jab ishq sikhaataa hai aadaab-e-KHud-aagaahii
khulte hai.n Gulaamo.n par asraar-e-shahanshaahii
Allama Iqbal
Ghazal
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
thaa zabt bahut mushkil is sail-e-ma.aanii kaa
kah Daale qalandar ne asraar-e-kitaab aaKHir
Allama Iqbal
Ghazal
kyuu.n khul ga.e logo.n pe mirii zaat ke asraar
ai kaash ki hotii mirii gahraa.ii zaraa aur
Aanis Moin
Ghazal
nazre.n jalaa ke dekh manaazir kii aag me.n
asraar-e-kaa.enaat se parda na kar abhii
Saqi Faruqi
Ghazal
kamaal-e-ishq hai diivaana ho gayaa huu.n mai.n
ye kis ke haath se daaman chhu.Daa rahaa huu.n mai.n
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
KHud dil me.n rah ke aa.nkh se parda kare ko.ii
haa.n lutf jab hai paa ke bhii Dhuu.nDaa kare ko.ii
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
is rishta-e-latiif ke asraar kyaa khule.n
tuu saamne thaa aur tasavvur KHudaa kaa thaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
Mohsin Asrar
Ghazal
ai haqiiqat ko faqat KHvaab samajhne vaale
tuu kabhii saahab-e-asraar nahii.n ho saktaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
sab raaz ta.ashshuq'' se bayaa.n hote the dil ke
pahle tire ik mahram-e-asraar hamii.n the