SEARCH RESULTS
Showing search results for "املاک"
Ghazal MATCHES FOR "املاک"
Ghazal
ik bhuulii hu.ii baat hai ik TuuTaa hu.aa KHvaab
ham ahl-e-mohabbat ko ye imlaak bahut hai
Jamal Ehsani
Ghazal
ai zamii.n-zaad tirii rif.ate.n chhuune ke liye
tujh talak mai.n ka.ii aflaak badal kar aayaa
Jamal Ehsani
Ghazal
tamaam gumbad-o-miinaar-o-mimbar-o-mehraab
faqiih-e-shahr kii imlaak ke sivaa kyaa hai
Himayat Ali Shayar
Ghazal
kar rahe the apnaa qabza Gair kii imlaak par
Gaur se dekhaa to ham bhii saKHt be-iimaan the
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
aslaaf ke aqdaar ko apnaayaa hai jis ne
pastii me.n rahaa phir bhii vo aflaak hu.aa hai
zafar iqbal zafar
Ghazal
vus.at hai vahii ta.ngi-e-aflaak vahii hai
jo KHaak pe zaahir hai pas-e-KHaak vahii hai
Saleem Kausar
Ghazal
karegaa kyuu.n na mire baad hasrato.n kaa shumaar
tiraa bhii hissa in imlaak se nikaltaa hai
Zafar Iqbal
Ghazal
baarish nahii.n laatii kabhii aflaak se KHushbuu
KHud jhuum ke uThtii hai isii KHaak se KHushbuu
Raoof Ameer
Ghazal
Rais Farogh
Ghazal
honaa pa.Degaa qaa.el-e-taamiir-e-ahd-e-nau
jis din Gariib darKHur-e-imlaak ho ga.e
Shaad Aarfi
Ghazal
khe.nchtii rahtii hai har lamha mujhe apnii taraf
jaane kyaa chiiz hai jo parda-e-aflaak me.n hai
Alam Khursheed
Ghazal
zamii.n kii KHaak to aflaak se ziyaada hai
ye baat par tire idraak se ziyaada hai
Azeem Haider Syed
Ghazal
ai zamii.n-zaad tirii rif.ate.n chhuune ke liye
tujh talak mai.n ka.ii aflaak badal kar aaya
Jamal Ehsani
Ghazal
dil badalne se na aflaak badal jaane se
shahr badlaa mirii poshaak badal jaane se
Alam Khursheed
Ghazal
saaf dil aur nazar paak liye phirte hai.n
muflisii me.n bhii ye imlaak liye phirte hai.n
Ameen Inamdar
Ghazal
de vasl kaa tuu va.ada jhuuTaa unho.n ko jaa kar
is baat se jinho.n kii imlaak zindagii hai
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
jachtii nahii.n kuchh shaahii-o-imlaak nazar me.n
hai.n mehr-o-mah-o-anjum-o-aflaak nazar me.n