SEARCH RESULTS
Showing search results for "بادشاہ"
Ghazal MATCHES FOR "بادشاہ"
Ghazal
daadii se kahnaa us kii kahaanii sunaa.iye
jo baadshaah ishq me.n mazduur ho gayaa
Bashir Badr
Ghazal
'Gaalib' bhii gar na ho to kuchh aisaa zarar nahii.n
duniyaa ho yaa rab aur miraa baadshaah ho
Mirza Ghalib
Ghazal
kahii.n hai baadshaah-e-taKHt-nashii.n
kahii.n kaasa liye gadaa dekhaa
Shah Niyaz Ahmad Barelvi
Ghazal
Wasi Shah
Ghazal
ik shaKHs baadshaah to ik shaKHs hai vaziir
goyaa nahii.n hai.n dono.n hamaarii qabiil se
Ahmad Javaid
Ghazal
is baadshaah-e-husn kii manzil me.n chaahiye
baal-e-humaa kii par-chhatii diivaar ke liye
Haidar Ali Aatish
Ghazal
tiraa Guruur samaayaa hai is qadar dil me.n
nigaah bhii na milaa.uu.n jo baadshaah mile
Dagh Dehlvi
Ghazal
kone me.n baadshaah pa.Daa uu.nghtaa rahaa
Table pe raat kaT ga.ii begam Gulaam se
Adil Mansuri
Ghazal
jab us ke dekhne ke liye aa.e.n baadshaah
logo.n me.n kyuu.n numuud na ho laala-zaar kii
Mirza Ghalib
Ghazal
saaqii hai yaar-e-maah-liqaa hai sharaab hai
ab baadshaah-e-vaqt hai.n apne makaa.n me.n ham
Haidar Ali Aatish
Ghazal
maa.ngtaa huu.n mai.n KHudaa se apne dil se daaG-e-ishq
baadshaah-e-husn ke sikke kaa to.Daa chaahiye
Haidar Ali Aatish
Ghazal
lat aashiqii kii ko.ii jaa.e hai aashiqo.n se
go baadshaah Daa.nDe go kotvaal baa.ndhe
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
mujhe vo puuchhe to us kaa hii lutf hai varna
vo baadshaah hai use mujh gadaa se kyaa matlab