SEARCH RESULTS
Showing search results for "بانسری"
Ghazal MATCHES FOR "بانسری"
Ghazal
baa.nsurii kii suriilii suhaanii sadaa
yaad ban ban ke aatii rahii raat bhar
Makhdoom Mohiuddin
Ghazal
aa rakh dahan-e-zaKHm pe phir u.ngliyaa.n apnii
dil baa.nsurii terii hai bajaane ke liye aa
Kaleem Aajiz
Ghazal
shaa.erii hai sarmaayaa KHush-nasiib logo.n kaa
baa.ns kii har ik Tahnii baa.nsurii nahii.n hotii
Hastimal Hasti
Ghazal
mai.n duur jaa ke kahii.n baa.nsurii bajaa.uu.ngaa
balaa se rome jale jal ke raakh ho jaa.e
Ammar Iqbal
Ghazal
saarii bastii ke log is madhur lai me.n kho.e ga.e
duur bajne lagii baa.nsurii so raho so raho
Nasir Kazmi
Ghazal
Jameel Mazhari
Ghazal
Muneer Niyazi
Ghazal
baa.nsurii kaa ko.ii naGma na sahii chiiKH sahii
har sukuut-e-shab-e-Gam ko.ii sadaa maa.nge hai
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
ham baa.nsurii par maut kii gaate rahe naGma tiraa
ai zindagii ai zindagii rutba rahe baalaa tiraa
Khalilur Rahman Azmi
Ghazal
saa.njh-samay is kunj me.n zindagiyo.n kii oT
baj ga.ii kyaa kyaa baa.nsurii ro ga.e kyaa kyaa log
Majeed Amjad
Ghazal
'hiir' ko 'gulzaar' le jaa.e.nge khe.De ek din
baa.nsurii par tuu dhune.n hii chhe.Dtaa rah jaa.egaa
Gulzar Bukhari
Ghazal
teraa dayaar raat mirii baa.nsurii kii lai
is KHvaab-e-dil-nashii.n ko mirii kaa.enaat kar
Majeed Amjad
Ghazal
dhanak sii aa.nkh kahe baa.nsurii kii lai me.n mujhe
sitaare Dhuu.nD ke laa naGmagii me.n bikhre hu.e
Akhtar Shumar
Ghazal
hijr kahte hai.n kise ye kyaa kisii se puuchhnaa
puuchhnaa pa.D jaa.e bhii to baa.nsurii se puuchhnaa
Yunus Tahseen
Ghazal
priitii ke surKH ho.nTo.n ke hii vaaste
kirshn kii baa.nsurii kii tijaarat karo