SEARCH RESULTS
Showing search results for "بتائے"
Ghazal MATCHES FOR "بتائے"
Ghazal
Duub jaa.uu.n to ko.ii mauj nishaa.n tak na bataa.e
aisii naddii me.n utar jaane ko jii chaahtaa hai
Iftikhar Arif
Ghazal
ra.nj hotaa hai to aisaa ki bataa.e na bane
jab kisii apne ke baa.is ko.ii apnaa TuuTe
Jawad Sheikh
Ghazal
Mohsin Naqvi
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
ko.ii bataa.e ye us ke Guruur-e-bejaa ko
vo ja.ng mai.n ne la.Dii hii nahii.n jo haarii hai
Waseem Barelvi
Ghazal
dukhii samaaj me.n aa.nsuu bhare zamaane me.n
use ye kaun bataa.e ki ashk-baar na ho
Waseem Barelvi
Ghazal
dil se tiraa KHayaal na jaa.e to kyaa karuu.n
mai.n kyaa karuu.n ko.ii na bataa.e to kyaa karuu.n
Hafeez Jalandhari
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
chaaragarii bataa.e agar kuchh ilaaj hai
dil TuuTne lage hai.n sadaa ke baGair bhii
Munawwar Rana
Ghazal
vo aazmuuda-kaar to hai gar valii nahii.n
jo kuchh bataa.e 'daaG' use maan jaa.iye
Dagh Dehlvi
Ghazal
Kaleem Aajiz
Ghazal
ko.ii bataa.e mujhe ye Gayaab hai ki huzuur
sab aashnaa hai.n yahaa.n ek mai.n huu.n begaana
Allama Iqbal
Ghazal
qadam rakhe mirii KHushbuu ki ghar ko lauT aa.e
ko.ii bataa.e mujhe kuu-e-yaar kaa mausam
Parveen Shakir
Ghazal
dil me.n utregii to puuchhegii junuu.n kitnaa hai
nok-e-KHanjar hii bataa.egii ki KHuu.n kitnaa hai
Shahryar
Ghazal
tiisha-e-vaqt bataa.e ki ta.aaruf ke liye
kin pahaa.Do.n kii bulandii pe kha.Daa ho jaa.uu.n
Naseer Turabi
Ghazal
tujhe 'kaliim' ko.ii kaise KHush-kalaam kahe
jo din ko raat bataa.e sahar ko shaam kahe
Kaleem Aajiz
Ghazal
qur.aan kaa mafhuum unhe.n kaun bataa.e
aa.nkho.n se jo chehro.n kii tilaavat nahii.n karte