SEARCH RESULTS
Showing search results for "بعینہ"
Ghazal MATCHES FOR "بعینہ"
Ghazal
merii us shoKH se sohbat hai be-ainihii vaisii
jaise ban jaa.e kisuu saade ko ayyaar ke saath
Meer Taqi Meer
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
nargis hai shakl-e-chashm-e-tamanna ba-ainih
laala bhii hai shabiih dil-e-daaG-daar kii
Ibraheem Aajiz
Ghazal
ai shah-e-KHuubaa.n tasavvur se tire ruKHsaar ke
chashm kaa pardaa be-ainihii laal-e-pardaa ho gayaa
Sheikh Bimar Ali Bakhsh
Ghazal
nargis hai shakl-e-chashm-e-tamanna ba-ainihii
laala bhii hai shabiih dil-e-daaG-daar kii
Ibraheem Aajiz
Ghazal
chupke chupke raat din aa.nsuu bahaanaa yaad hai
ham ko ab tak aashiqii kaa vo zamaanaa yaad hai
Hasrat Mohani
Ghazal
vo aur vafaa-dushman maane.nge na maanaa hai
sab dil kii sharaarat hai aa.nkho.n kaa bahaanaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
dil hai to dha.Dakne kaa bahaana ko.ii Dhuu.nDe
patthar kii tarah be-his o be-jaan saa kyuu.n hai
Shahryar
Ghazal
kahtaa thaa naaseho.n se mire mu.nh na aa.iyo
phir kyaa thaa ek huu kaa bahaana bahut hu.aa
Ahmad Faraz
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
karuu.n na yaad magar kis tarah bhulaa.uu.n use
Gazal bahaana karuu.n aur gungunaa.uu.n use
Ahmad Faraz
Ghazal
ham jii rahe hai.n ko.ii bahaana kiye baGair
us ke baGair us kii tamannaa kiye baGair
Jaun Eliya
Ghazal
Guncha-e-gul ko vo muTThii me.n liye aate the
mai.n ne puuchhaa to kiyaa mujh se bahaanaa dil kaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
sach to ye hai phuul kaa dil bhii chhalnii hai
ha.nstaa chehra ek bahaanaa lagtaa hai
Kaif Bhopali
Ghazal
bahaana Dhuu.nDte rahte hai.n ko.ii rone kaa
hame.n ye shauq hai kyaa aastii.n bhigone kaa
Javed Akhtar
Ghazal
Jaleel 'Aali'
Ghazal
ab ise daar pe le jaa ke sulaa de saaqii
yuu.n bahaknaa nahii.n achchhaa tire mastaane kaa