SEARCH RESULTS
Showing search results for "بہر_خدا"
Ghazal MATCHES FOR "بہر_خدا"
Ghazal
jalva dikhaa de KHvaab me.n bahr-e-KHudaa mujhe
aa.nkhe.n taras ga.ii.n tire diidaar ke liye
Jameela Khuda Bakhsh
Ghazal
daaG ban kar to rahaa daaman-e-qaatil pe magar
buu-e-KHuu.n bahr-e-KHudaa buu-e-vafaa ho jaanaa
Jameela Khuda Bakhsh
Ghazal
dam-e-aaKHir musiibat kaaT do bahr-e-KHudaa merii
tum aa kar dard ke parde me.n kar jaa.o davaa merii
Muztar Khairabadi
Ghazal
dil me.n ho jo bhii bahr-e-KHudaa kah liyaa karo
achchhaa nahii.n kaho to buraa kah liyaa karo
Suhaib Farooqui
Ghazal
Yasin Ali Khan Markaz
Ghazal
qafas udaas hai yaaro sabaa se kuchh to kaho
kahii.n to bahr-e-KHudaa aaj zikr-e-yaar chale
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
kisii ne haath ba.Dhaayaa hai dostii ke liye
phir ek baar KHudaa e'tibaar de mujh ko
Nazeer Baaqri
Ghazal
munkir hazaar baar KHudaa se hu.aa bashar
ik baar bhii bashar se KHudaa.ii na ho sakii
Tilok Chand Mahroom
Ghazal
mushkile.n saarii tirii pal me.n hii aasaa.n hotii.n
dil se ik baar KHudaa ko jo pukaaraa hotaa
Fauziya Akhtar Azka
Ghazal
mujhe kaafir hii bataanaa hai ye vaa'iz kam-baKHt
mai.n ne bando.n me.n ka.ii baar KHudaa ko dekhaa
Mirza Mayal Dehlvi
Ghazal
hogii KHabar jo ham ne sunii besh-o-kam Galat
khaa.o na baar-baar KHudaa kii qasam Galat
Hakim Mohammad Ajmal Khan Shaida
Ghazal
baarhaa dii hai sadaa dil ne KHudaa gum-sum hai
haath phailaa.e ka.ii baar KHudaa gum-sum hai