SEARCH RESULTS
Showing search results for "بیانات"
Ghazal MATCHES FOR "بیانات"
Ghazal
duniyaa ne terii yaad se begaana kar diyaa
tujh se bhii dil-fareb hai.n Gam rozgaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
farz hai.n ham pe bayaanaat-e-basiirat ai 'shaad'
jis kii qismat me.n sambhalnaa hai sambhal jaa.egaa
Shaad Aarfi
Ghazal
ho saktaa hai kyaa ko.ii bhalaa un ke baraabar
rahte hai.n jo KHud apne bayaanaat se aage
Zafar Iqbal
Ghazal
vo mujh se to.Dne vaalaa hai phir ko.ii va.ada
vo phir siyaasii bayaanaat par utar aaya
Idris Azad
Ghazal
'irfaan' saarii duniyaa agarche KHilaaf hai
us ke mire KHilaaf bayaanaat ho.n to bol
Saif Irfan
Ghazal
uljhii aqiidato.n ke bayaanaat ham-safar
jis raah bhii ga.e ye KHaraabaat ham-safar
Iffat abbas
Ghazal
tere be-rabt bayaanaat se KHauf aataa hai
mujh ko ab shahr ke haalaat se KHauf aataa hai
Ahmad Aqeel
Ghazal
phir dosto.n kii saf me.n ko.ii zalzala na ho
Giibat-kado.n ne mere bayaanaat le liye
Deedar Bastawi
Ghazal
vaa'izaa tere bayaanaat hai.n kuchh aur hii samt
aur sahiifo.n ke bayaanaat kisii jaanib ko
Atif Nadeem
Ghazal
chupke chupke raat din aa.nsuu bahaanaa yaad hai
ham ko ab tak aashiqii kaa vo zamaanaa yaad hai
Hasrat Mohani
Ghazal
tanhaa.ii kii ye kaun sii manzil hai rafiiqo
taa-hadd-e-nazar ek bayaabaan saa kyuu.n hai
Shahryar
Ghazal
us mai se nahii.n matlab dil jis se hai begaana
maqsuud hai us mai se dil hii me.n jo khi.nchtii hai
Akbar Allahabadi
Ghazal
girya chaahe hai KHaraabii mire kaashaane kii
dar o diivaar se Tapke hai bayaabaa.n honaa
Mirza Ghalib
Ghazal
pahu.nchaa hai buzurgo.n ke bayaano.n se jo ham tak
kyaa baat hu.ii kyuu.n vo zamaana nahii.n aataa
Waseem Barelvi
Ghazal
maanind-e-KHaama terii zabaa.n par hai harf-e-Gair
begaana shai pe naazish-e-bejaa bhii chho.D de
Allama Iqbal
Ghazal
ham jii rahe hai.n ko.ii bahaana kiye baGair
us ke baGair us kii tamannaa kiye baGair
Jaun Eliya
Ghazal
gulzaar-e-hast-e-buud na begaana-vaar dekh
hai dekhne kii chiiz ise baar baar dekh
Allama Iqbal
Ghazal
bijlii huu.n nazar koh o bayaabaa.n pe hai merii
mere liye shaayaa.n KHas-o-KHaashaak nahii.n hai
Allama Iqbal
Ghazal
diivaana banaanaa hai to diivaana banaa de
varna kahii.n taqdiir tamaasha na banaa de