SEARCH RESULTS
Showing search results for "تج"
Ghazal MATCHES FOR "تج"
Ghazal
varna ab talak yuu.n thaa KHvaahisho.n kii baarish me.n
yaa to TuuT kar royaa yaa Gazal-saraa.ii kii
Ahmad Faraz
Ghazal
baap larzaa.n hai ki pahu.nchii nahii.n baaraat ab tak
aur ham-joliyaa.n dulhan ko sa.nvaare jaa.e.n
Ahmad Faraz
Ghazal
apno.n ne taj diyaa hai to Gairo.n me.n jaa ke baiTh
ai KHaanumaa.n-KHaraab na tanhaa sharaab pii
Ahmad Faraz
Ghazal
gul phe.nke hai auro.n kii taraf balki samar bhii
ai KHaana-bar-andaaz-e-chaman kuchh to idhar bhii
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
asar tuj mohabbat kaa jis kuu.n cha.Degaa
tire laal bin us kuu.n ko.ii na utaare
Quli Qutub Shah
Ghazal
Quli Qutub Shah
Ghazal
ham ne sab kuchh taj diyaa terii rifaaqat ke liye
tujh se bichh.De to hamaare paas kyaa rah jaa.egaa
Gulzar Bukhari
Ghazal
Mazhar Mirza Jaan-e-Janaan
Ghazal
ham nahii.n ho paa.e hai.n ab tak KHudii ke
aap ko apnaa banaa kar kyaa kare.nge
Aman G Mishra
Ghazal
nazar taj pe hai kyaa tamaashaa kaa haajat
nahii.n sabz KHat aage champaa kaa haajat
Quli Qutub Shah
Ghazal
Hari Chand Akhtar
Ghazal
tuu hai chand taare hai.n lashkar tire
tuu.n hai shaah-KHuubaaa.n mai.n teraa hasham
Quli Qutub Shah
Ghazal
sub.h ke ubharne se shaam ke utarne tak
kitnii jaan-levaa hai dopahar kii KHaamoshii
Gautam Rajrishi
Ghazal
Majid-ul-Baqri
Ghazal
sab iKHtiyaar meraa tuj haat hai pyaaraa
jis haal suu.n rakhegaa hai o KHushii hamaaraa
Quli Qutub Shah
Ghazal
Neelma Naheed Durrani
Ghazal
ai aah tirii qadr asar ne to na jaanii
go tuj ko laqab ham ne diyaa arsh-makaanii