SEARCH RESULTS
Showing search results for "جاں_نثار"
Ghazal MATCHES FOR "جاں_نثار"
Ghazal
aahaT sii ko.ii aa.e to lagtaa hai ki tum ho
saaya ko.ii lahraa.e to lagtaa hai ki tum ho
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
ash.aar mire yuu.n to zamaane ke liye hai.n
kuchh sher faqat un ko sunaane ke liye hai.n
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
ham apnaa dil hii nahii.n jaa.n nisaar karte hai.n
kisii kii zaat pe jab e.atibaar karte hai.n
Imtiyaz Nadeem
Ghazal
chaahat agar hai aap kii ho jaa.n-nisaar dost
honaa pa.Degaa aap ko bhii Gam-gusaar dost
Asrar Danish
Ghazal
tuu jaantaa hai tire jaa.n-nisaar hai.n ham log
rah-e-vafaa me.n magar sangsaar hai.n ham log
Anwar Nizami Jabalpuri
Ghazal
tirii galii me.n tire jaa.n-nisaar baiThe hai.n
nigaah-e-lutf ke ummiid-vaar baiThe hai.n
Inayatullah Raushan Badauni
Ghazal
ham se bhaagaa na karo duur Gazaalo.n kii tarah
ham ne chaahaa hai tumhe.n chaahne vaalo.n kii tarah
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
sau chaa.nd bhii chamke.nge to kyaa baat banegii
tum aa.e to is raat kii auqaat banegii
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ufuq agarche pighaltaa dikhaa.ii pa.Dtaa hai
mujhe to duur saveraa dikhaa.ii pa.Dtaa hai
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
tamaam umr azaabo.n kaa silsila to rahaa
ye kam nahii.n hame.n jiine kaa hausla to rahaa
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
tere ye jaa.n-nisaar-o-talab-gaar dekh kar
hairaa.n huu.n ek anaar sau biimaar dekh kar