SEARCH RESULTS
Showing search results for "خانساماں"
Ghazal MATCHES FOR "خانساماں"
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
kaun o makaa.n se hai dil-e-vahshii kanaara-giir
is KHaanumaa.n-KHaraab ne Dhuu.nDaa hai ghar kahaa.n
Altaf Hussain Hali
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
apno.n ne taj diyaa hai to Gairo.n me.n jaa ke baiTh
ai KHaanumaa.n-KHaraab na tanhaa sharaab pii
Ahmad Faraz
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
jis jaa ki paa-e-sail-e-balaa darmiyaa.n nahii.n
diivaanagaa.n ko vaa.n havas-e-KHaanmaa.n nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
hai.n tere dil me.n sab ke Thikaane bure bhale
mai.n KHaanumaa.n-KHaraab hii barbaad rah gayaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
kitnii diivaaro.n ke saa.e haath phailaate rahe
ishq ne lekin hame.n be-KHaanumaa.n rahne diyaa
Adeeb Saharanpuri
Ghazal
diivaar baar-e-minnat-e-mazduur se hai KHam
ai KHaanumaa.n-KHaraab na ehsaa.n uThaa.iye
Mirza Ghalib
Ghazal
zohra gar aisaa hii shaam-e-hijr me.n hotaa hai aab
partav-e-mahtaab sail-e-KHaanumaa.n ho jaa.egaa
Mirza Ghalib
Ghazal
tuu hii bataa tire be-KHaanumaa.n kidhar jaa.e.n
ki raah me.n shajar saaya-daar bhii to nahii.n
Nasir Kazmi
Ghazal
zamiin us kii falak us kaa kaa.enaat us kii
kuchh aisaa ishq tiraa KHaanumaa.n-KHaraab nahii.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
puuchhaa mai.n dard se ki bataa tuu sahii mujhe
ai KHaanumaa.n-KHaraab hai tere bhii ghar kahii.n
Khwaja Meer Dard
Ghazal
panaah maa.ng rahii hai harii-bharii duniyaa
na puuchh aah-dil-e-KHaa-numaa.n-KHaraab kii aa.nch
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Bedam Shah Warsi
Ghazal
mujh KHaanumaa.n-KHaraab kaa likkhaa ki jaan kar
vo naama Gair kaa mire ghar me.n giraa gayaa