SEARCH RESULTS
Showing search results for "خود_گزیدہ"
Ghazal MATCHES FOR "خود_گزیدہ"
Ghazal
KHud-gaziida huu.n ba.Daa zahr hai mere andar
is kaa tiryaaq hai raato.n ko jagaate rahnaa
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
Dartaa huu.n apne saa.e se me.n KHud-gaziida huu.n
siine me.n ko.ii shorish-e-zulmaat bhii nahii.n
Farooq Nazki
Ghazal
KHirad-gaziida junuu.n kaa shikaar ya.anii mai.n
milaa thaa Gam ko bhii ik Gam-gusaar ya.anii mai.n
Iftikhar Raghib
Ghazal
badan ko o.Dh ke yaa be-badan tamaasha kar
udaas shahr ke shiirii.n-suKHan tamaasha kar
Misam Haidar
Ghazal
KHud ko insaa.n ke nishaane se bachaa.e.n kis tarah
jaanvar aadam-gaziida mashvara karne lage
Muhibur Rahman Wafa
Ghazal
Shakeb Jalali
Ghazal
vo KHud-parast hai aur KHud-shanaas mai.n bhii nahii.n
fareb-KHurda-vahm-o-qayaas mai.n bhii nahii.n
Khawar Rizvi
Ghazal
band hai aaj bhii tarsiil pe raah-e-alfaaz
mai.n ki mazmuun huu.n phir bhii huu.n tabaah-e-alfaaz
Raeesuddin Raees
Ghazal
raat kaa kyaa zikr vo Dhal ke saveraa ho ga.ii
haa.n magar vo chaa.ndnii jo shab-gaziida ho ga.ii
Mubashshara Mehfooz
Ghazal
Rasheed Hasrat
Ghazal
Khawar Rizvi
Ghazal
kabhii na KHud ko bad-andesh-e-dasht-o-dar rakkhaa
utar ke chaah me.n paataal kaa safar rakkhaa
Afzal Ahmad Syed
Ghazal
dil ye kahtaa hai ki milne kii ko.ii baat kare
ko.ii to aa.e jo tajdiid-e-mulaaqaat kare
Shakeel Haidar
Ghazal
ne shikva-mand dil se na az-dast-diida huu.n
is baKHt-e-naa-rasaa se aziyyat-kashiida huu.n
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
Sarwar Alam Raz
Ghazal
Ashar Najmi
Ghazal
lahuu fashaa.n hai.n varaq aur dil tapiida hai.n
adiib-e-shahr ke ab bhii qalam buriida hai.n
Musarrat Jabeen Zeba
Ghazal
Ghulam Mustafa Faraz
Ghazal
Idris Azad
Ghazal
dariyaa kii be-panaah ravaanii se Dar lagaa
vo sag-gaziida thaa use paanii se Dar lagaa