SEARCH RESULTS
Showing search results for "رفاقتوں"
Ghazal MATCHES FOR "رفاقتوں"
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
suntaa thaa vo bhii sab se puraanii kahaaniyaa.n
shaayad rafaaqato.n kii zaruurat use bhii thii
Mohsin Naqvi
Ghazal
Aitbar Sajid
Ghazal
rafaaqato.n kaa mirii us ko dhyaan kitnaa thaa
zamiin le lii magar aasmaan chho.D gayaa
Parveen Shakir
Ghazal
u.De to phir na mile.nge rafaaqato.n ke parind
shikaayato.n se bharii Tahniyaa.n na chhuu lenaa
Irfan Siddiqi
Ghazal
rafaaqato.n ke safar me.n to be-yaqiinii thii
ye faasla hai jo rishta banaa.e rakhtaa hai
Waseem Barelvi
Ghazal
rafaaqato.n ke na.e KHvaab KHushnumaa hai.n magar
guzar chukaa hai tire e’tibaar kaa mausam
Parveen Shakir
Ghazal
rafaaqato.n me.n pashemaaniyaa.n to hotii hai.n
ki dosto.n se bhii naadaaniyaa.n to hotii hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
tuu saath saath thaa to KHudaa.ii bhii saath thii
apnii rafaaqato.n ke nishaa.n jaa-ba-jaa rahe
Jameel Malik
Ghazal
Iqbal Ashhar
Ghazal
yaade.n kuchh is tarah se samaa.at pe chhaa ga.ii.n
pichhlii rafaaqato.n ke sivaa kuchh nahii.n rahaa
Khalid Sharif
Ghazal
rafaaqato.n kaa tavaazun agar biga.D jaa.e
KHamoshiyo.n ke ta.aavun se ghar chalaa lenaa
Ahmad Kamal Parwazi
Ghazal
Saleem Kausar
Ghazal
Nadeem Gullani
Ghazal
kabhii kabhii to judaa.ii kii lazzate.n de kar
rafaaqato.n me.n nayaa rang bhar ga.e hai.n log
Shaayar Lakhnavi
Ghazal
bichh.De hu.o.n kii yaad to aa.egii jiite-jii
mausam rafaaqato.n kaa palaT kar na aa.egaa
Azhar Inayati
Ghazal
judaa.iyo.n se shikaayat to ho bhii jaatii hai
rifaaqato.n se vafaa me.n kamii nahii.n aatii
Shaanul Haq Haqqi
Ghazal
judaa.iyaa.n to ye maanaa ba.Dii qayaadat hai.n
rafaaqato.n me.n bhii dukh kis qadar hai kyaa kahiye
Zehra Nigaah
Ghazal
har lahza bante TuuTte rishte na ho.n jahaa.n
pichhlii rafaaqato.n ke vahii maah o saal de