SEARCH RESULTS
Showing search results for "روا"
Ghazal MATCHES FOR "روا"
Ghazal
aa.nkho.n me.n rahaa dil me.n utar kar nahii.n dekhaa
kashtii ke musaafir ne samundar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
dono.n jahaan terii mohabbat me.n haar ke
vo jaa rahaa hai ko.ii shab-e-Gam guzaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
falsafii ko bahs ke andar KHudaa miltaa nahii.n
Dor ko suljhaa rahaa hai aur siraa miltaa nahii.n
Akbar Allahabadi
Ghazal
kaun rotaa hai kisii aur kii KHaatir ai dost
sab ko apnii hii kisii baat pe ronaa aayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
sar-ba-sar yaar kii marzii pe fidaa ho jaanaa
kyaa Gazab kaam hai raazii-ba-razaa ho jaanaa
Rehman Faris
Ghazal
hairaa.n hai jabii.n aaj kidhar sajda ravaa hai
sar par hai.n KHudaavand sar-e-arsh KHudaa hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Dhuu.nD rahaa hai fara.ng aish-e-jahaa.n kaa davaam
vaa.e-tamannaa-e-KHaam vaa.e-tamannaa-e-KHaam
Allama Iqbal
Ghazal
ahbaab pe diivaane 'asad' kaisaa bharosa
ye zahr bhare ghuu.nT ravaa ho nahii.n sakte
Asad Bhopali
Ghazal
yuu.n to hai ummiid ravaa sab se lekin
vaqt-e-haajat sab ko parkhaa jaa.egaa
Faisal Imtiyaz Khan
Ghazal
Kausar Siwani
Ghazal
har haal me.n rahaa jo tiraa aasraa mujhe
maayuus kar sakaa na hujuum-e-balaa mujhe