SEARCH RESULTS
Showing search results for "سات"
Ghazal MATCHES FOR "سات"
Ghazal
taa-qayaamat shab-e-furqat me.n guzar jaa.egii umr
saat din ham pe bhii bhaarii hai.n sahar hote tak
Mirza Ghalib
Ghazal
kahaaniyaa.n hii sahii sab mubaalGe hii sahii
agar vo KHvaab hai taabiir kar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ranjish hii sahii dil hii dukhaane ke liye aa
aa phir se mujhe chho.D ke jaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
raat din gardish me.n hai.n saat aasmaa.n
ho rahegaa kuchh na kuchh ghabraa.e.n kyaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Umair Najmi
Ghazal
har ik hazaar me.n bas paa.nch saat hai.n ham log
nisaab-e-ishq pe vaajib zakaat hai.n ham log
Umair Najmi
Ghazal
ban ke saaya hii sahii saat to hotii hogii
kam se kam tujh me.n tirii zaat to hotii hogii
Ameer Imam
Ghazal
ek jaziira us ke aage piichhe saat samundar
saat samundar paar sunaa hai ek KHazaana hai
Iftikhar Arif
Ghazal
Rahat Indori
Ghazal
Javed Saba
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
saat aqliim kaa haasil jo faraaham kiije
to vo lashkar kaa tire naal-e-bahaa hotaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
ThanDii havaa.e.n mahkii fazaa narm chaa.ndnii
shab to bas ek thii jo tire saat kaaT dii