SEARCH RESULTS
Showing search results for "سسر"
Ghazal MATCHES FOR "سسر"
Ghazal
sasur se saas se aur saaliyo.n ke baad saalo.n se
gale mil kar nikaale jaa.e.nge armaan holii me.n
Navak Lakhnavi
Ghazal
ham chhi.De-chhaa.nT yak-o-tanhaa adab kaa maidaa.n
ko.ii ham-zulf nahii.n aur sasur saale nahii.n
Shamim Abbas
Ghazal
Hameed Dilkash Khandwi
Ghazal
ab us ke shahr me.n Thahre.n ki kuuch kar jaa.e.n
'faraaz' aa.o sitaare safar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
jaan kar sotaa tujhe vo qasd-e-paa-bosii miraa
aur tiraa Thukraa ke sar vo muskuraanaa yaad hai
Hasrat Mohani
Ghazal
kabhii to sub.h tire kunj-e-lab se ho aaGaaz
kabhii to shab sar-e-kaakul se mushk-baar chale
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
mujh ko chalne do akelaa hai abhii meraa safar
raasta rokaa gayaa to qaafila ho jaa.uu.ngaa
Waseem Barelvi
Ghazal
vaise to tumhii.n ne mujhe barbaad kiyaa hai
ilzaam kisii aur ke sar jaa.e to achchhaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
ko.ii dam kaa mehmaa.n huu.n ai ahl-e-mahfil
charaaG-e-sahar huu.n bujhaa chaahtaa huu.n
Allama Iqbal
Ghazal
safar me.n dhuup to hogii jo chal sako to chalo
sabhii hai.n bhii.D me.n tum bhii nikal sako to chalo
Nida Fazli
Ghazal
aaKHir to ek roz karegii nazar vafaa
vo yaar-e-KHush-KHisaal sar-e-baam hii to hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
vo ham-safar thaa magar us se ham-navaa.ii na thii
ki dhuup chhaa.nv kaa aalam rahaa judaa.ii na thii