SEARCH RESULTS
Showing search results for "شاعر"
Ghazal MATCHES FOR "شاعر"
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
sunaa hai us ko bhii hai sher o shaa.irii se shaGaf
so ham bhii mo.ajize apne hunar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
Nasir Kazmi
Ghazal
ik lafz me.n bhaTkaa hu.aa shaa.ir hai ki mai.n huu.n
ik Gaib se aayaa hu.aa misra.a hai ki tum ho
Ahmad Salman
Ghazal
'faraaz' tuu ne use mushkilo.n me.n Daal diyaa
zamaana saahab-e-zar aur sirf shaa.er tuu
Ahmad Faraz
Ghazal
Nushur Wahidi
Ghazal
shaa.ir hai aap ya.anii ki saste latiif-go
rishto.n ko dil se ro.iye sab ko ha.nsaa.iye
Jaun Eliya
Ghazal
daad kii bhiik na maa.ng!! ai mire achchhe shaa.er!!
jaa tujhe merii du.aa hai tiraa kaasa TuuTe
Jawad Sheikh
Ghazal
Kaleem Aajiz
Ghazal
Anwar Shuoor
Ghazal
haal mere liye hai lamha-e-aa.inda 'nushuur'
vaqt shaa.er ke liye pahle guzar jaataa hai
Nushur Wahidi
Ghazal
'saaGar' kisii ke husn-e-taGaaful-shi.aar kii
bahkii hu.ii adaa huu.n mujhe yaad kiijiye
Saghar Siddiqui
Ghazal
sitam to ye hai ki zaalim suKHan-shanaas nahii.n
vo ek shaKHs ki shaa.er banaa gayaa mujh ko