SEARCH RESULTS
Showing search results for "شتابی"
Ghazal MATCHES FOR "شتابی"
Ghazal
unhii.n shahro.n ko shitaabii se lapeTaa bhii gayaa
jo 'ajab shauq-e-faraaKHii se bichhaa.e bhii ga.e
Jaun Eliya
Ghazal
kaav-kaave mizha-e-yaar o dil-e-zaar-o-nazaar
guth ga.e aise shitaabii ki chhu.Daayaa na gayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
aa.nkh uThaane se bhii pahle hii vo ho.nge Gaa.eb
kyaa KHabar thii ki unhe.n itnii shitaabii hogii
Abdul Hamid Adam
Ghazal
diidaar de shitaabii jalne kii taab nii.n hai
is hijr kii agan sii.n dozaKH kii aag aulaa
Siraj Aurangabadi
Ghazal
ai mehrbaa.n tabiib shitaabii ilaaj kar
tere birah ke dard sii.n hai dil me.n suul aaj
Siraj Aurangabadi
Ghazal
aayaa hai vo badmast liye haath me.n shamshiir
majlis se shitaabii kahii.n kaafuur ho ai shaiKH
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
ab zo.af se Dhahtaa hai betaabii shitaabii kii
us dil ke ta.Dapne ne kyaa KHaana-KHaraabii kii
Meer Taqi Meer
Ghazal
jab aa.ii ajal phir vahii.n uTh bhaage shitaabii
rindo.n me.n hu.e ahl-e-KHaraabaat to phir kyaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
le KHabar us kii shitaabii se ki aashiq ko tire
Gash pe Gash shoKH sitamgaar chale aate hai.n
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
dekhaa mujhe kal us ne to Gairo.n se ye bolaa
laa.o bhii shitaabii mirii talvaar kidhar hai
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
aisaa na ho ki jaa.e shitaabii se dam nikal
chaak-e-jigar se pahle miraa mu.nh silaa.iye
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Wali Dakni
Ghazal
be-KHabar ab bhii shitaabii se pahu.nch Dartaa huu.n
kushta-e-hijr na ho ye kahii.n mahjuur tiraa
Asifud Daula
Ghazal
shitaabii aan ke mahbuubo pag.Diyaa.n rang lo
'naziir' laayaa hai bhar kar shahaab aa.nkho.n me.n
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
jaan-e-jaanaa.n kuu.n mire paas shitaabii laa.o
nii.n to yak pal me.n miraa jaan chalaa haa.e chalaa