SEARCH RESULTS
Showing search results for "صلوات"
Ghazal MATCHES FOR "صلوات"
Ghazal
Mirza Azfari
Ghazal
Sher Mohammad Khan Iman
Ghazal
chhuu ke vo mus.haf-e-ruKH hazrat-e-dil
ko.ii salvaat na sunvaa.iyegaa
Munshi Banwari Lal Shola
Ghazal
saum zaahid ko mubaarak rahe aabid ko salaat
aasiyo.n ko tirii rahmat pe bharosaa karnaa
Hasrat Mohani
Ghazal
ham muznibo.n me.n sirf karam se hai guftuguu
mazkuur zikr yaa.n nahii.n saum-o-salaat kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
ko.ii vaa.iz na vaziifa ki ko.ii saum-o-salaat
jaan chhuuTe mirii ik baar ko.ii mastii ho
Nadeem Bhabha
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Qayem Chaandpuri
Ghazal
dil kii masjid me.n tirii yaad hai paaband-e-salaat
is namaazii ne hame.n Gam ke sivaa kuchh na diyaa
Lucky farooqi Hasrat
Ghazal
us but se baat kiijiye na saum-o-salaat kii
kuchh to KHayaal dushman-e-iimaan kiijiye
Shahid Najibabadi
Ghazal
salaat-e-shar.a nahii.n jis kaa ehtimaam kare.n
namaaz-e-ishq hai ai dil to be-vuzuu hii sahii
Muzaffar Shikoh
Ghazal
tire karam se ba.Daa thaa kuchh e'tiqaad meraa
isii liye mujh ko fikr-e-saum-o-salaat kam thii
Muzaffar Hanfi
Ghazal
qaasid ko yaar ke ho.n payambar mai.n kah rahaa
zaahid sunaa.e.nge salavaat is kalaam par