SEARCH RESULTS
Showing search results for "عرفان_محبت"
Ghazal MATCHES FOR "عرفان_محبت"
Ghazal
har ik ko nahii.n hotaa irfaan mohabbat kaa
har ik ko mohabbat kii jaagiir nahii.n miltii
Anjana Sandhir
Ghazal
Balraj Hairat
Ghazal
e'tibaar-e-aarzuu kaa karr-o-far jaataa rahaa
dil se irfaan-e-mohabbat kaa asar jaataa rahaa
Laxmi Narayan Farigh
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
aasaan nahii.n jaada-e-irfaan-e-mohabbat
har gaam rah-e-shauq me.n ib.haam bahut hai
Badiuzzaman Sahar
Ghazal
kaun hai jur'a-e-irfaan-e-mohabbat kaa amii.n
dekhnaa piir-e-muGaa.n kis kii taraf dekhtaa hai
Ali Haidar Alvi
Ghazal
be-bahra-e-irfaan-e-mohabbat hai azal se
sochaa hai tujhe aql ne dekhaa to nahii.n hai
Yaqoob Usmani
Ghazal
muravvato.n ko mohabbat na jaan.naa 'irfaan'
tum apne siine se nok-e-sinaa.n na chhuu lenaa
Irfan Siddiqi
Ghazal
jin ko ma.aluum nahii.n piir-paraa.ii kyaa hai
KHaak samjhe.nge mohabbat me.n judaa.ii kyaa hai
Irfan Abid
Ghazal
uThte hai.n qadam tez havaa hai mire piichhe
lagtaa hai ko.ii qaafila saa hai mire piichhe
Irfanullah Irfan
Ghazal
tum se bichh.De.nge to bolo na kidhar jaa.e.nge
ghar bhii kaaTegaa agar lauT ke ghar jaa.e.nge
Irfan Abid
Ghazal
Iftikhar Ahamad Siddiqi
Ghazal
har kisii se to mohabbat nahii.n hotii mujh se
aur tabdiil ye 'aadat nahii.n hotii mujh se
Ain Irfan
Ghazal
meraa ho ke bhii mujhe Gair bataane vaale
aa kabhii dekh mujhe chho.D ke jaane vaale
Irfan Abid
Ghazal
saaqii to mohabbat se do ghuu.nT pilaa.egaa
lekin bharii mahfil me.n ehsaan jataa.egaa