SEARCH RESULTS
Showing search results for "غل"
Ghazal MATCHES FOR "غل"
Ghazal
ta.aliim kaa shor aisaa tahziib kaa Gul itnaa
barkat jo nahii.n hotii niyyat kii KHaraabii hai
Akbar Allahabadi
Ghazal
kahaa jo ham ne ''hame.n dar se kyuu.n uThaate ho''
kahaa ki ''is liye tum yaa.n jo Gul machaate ho''
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
aa.nkho.n ne dekhte hii use Gul machaa diyaa
tai to yahii hu.aa thaa ki ronaa nahii.n hai aaj
Farhat Ehsas
Ghazal
rago.n talak utar aa.ii hai zulmat-e-shab-e-Gam
so ab charaaG nahii.n dil jalaanaa bantaa hai
Rehman Faris
Ghazal
Ameer Minai
Ghazal
Gul sadaa vaadii-e-vahshat me.n rakhuu.ngaa barpaa
ai junuu.n dekh mire paa.nv kii zanjiir na to.D
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
aayaa zaraa sii der rahaa Gul gayaa badan
apnii u.Daa.ii KHaak me.n hii rul gayaa badan
Farhat Ehsas
Ghazal
ko.ii darvaaza na kholegaa sadaa-e-dard par
bastiyo.n me.n shor-o-Gul shaam o sahar karte ho kyuu.n
Iqbal Sajid
Ghazal
vo machaa hai Gul ki barham ho ga.ii hai.n suurate.n
kaun kis kis se ye puuchhegaa KHataa kaise hu.ii
Sarmad Sahbai
Ghazal
be-zabaano.n ko bhii aa.ii hai zabaa.n
be.Dii Gul kartii hai diivaana chalaa
Pandit Daya Shankar Naseem Lakhnawi
Ghazal
ruuyaa kahuu.n mai.n is ko yaa muzhda-e-bedaarii
Gul hai ki naqaab us ne chehre se uThaa Daalii