SEARCH RESULTS
Showing search results for "فراک"
Ghazal MATCHES FOR "فراک"
Ghazal
sunaa hai log use aa.nkh bhar ke dekhte hai.n
so us ke shahr me.n kuchh din Thahar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ranjish hii sahii dil hii dukhaane ke liye aa
aa phir se mujhe chho.D ke jaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
ajiib nazro.n se taktaa hai vo dukaano.n ko
Gariib bachchii kii KHaatir frock chaahtaa hai
Zaki Tariq
Ghazal
shab-e-firaaq hai mai.n huu.n suKHan kii mahfil hai
jo mujh ko dekhnaa chaaho to bas abhii dekho
Shaariq Qamar
Ghazal
Hasrat Mohani
Ghazal
teraa firaaq jaan-e-jaa.n aish thaa kyaa mire liye
ya.anii tire firaaq me.n KHuub sharaab pii ga.ii
Jaun Eliya
Ghazal
aa.nkh se duur na ho dil se utar jaa.egaa
vaqt kaa kyaa hai guzartaa hai guzar jaa.egaa
Ahmad Faraz
Ghazal
na apnaa ranj na auro.n kaa dukh na teraa malaal
shab-e-firaaq kabhii ham ne yuu.n ga.nvaa.ii na thii
Naseer Turabi
Ghazal
abhii kuchh aur karishme Gazal ke dekhte hai.n
'faraaz' ab zaraa lahja badal ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
dost ban kar bhii nahii.n saath nibhaane vaalaa
vahii andaaz hai zaalim kaa zamaane vaalaa
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
qurbat bhii nahii.n dil se utar bhii nahii.n jaataa
vo shaKHs ko.ii faisla kar bhii nahii.n jaataa
Ahmad Faraz
Ghazal
Dhaltii na thii kisii bhii jatan se shab-e-firaaq
ai marg-e-naa-gahaa.n tiraa aanaa bahut hu.aa