SEARCH RESULTS
Showing search results for "فصل_گل"
Ghazal MATCHES FOR "فصل_گل"
Ghazal
phir fasl-e-gul-o-laala se mahkegaa chaman ye
ham nok-e-sabaa se tujhe tahriir kare.nge
Sameena Gul
Ghazal
Dil Sikandarpuri
Ghazal
fasl-e-gul aa.ii magar chaak-garebaa.n na hu.e
log the itne pareshaa.n ki pareshaa.n na hu.e
Shakeel Nashtar
Ghazal
aa fasl-e-gul hai Garq-e-tamannaa tire liye
Duubaa hu.aa hai rang me.n sahraa tire liye
Josh Malihabadi
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
fasl-e-gul aate hii vahshat ho ga.ii
phir vahii apnii tabii.at ho ga.ii
Lala Madhav Ram Jauhar
Ghazal
fasl-e-gul ho ki KHizaa.n sab me.n chaTakte aa.e
ham har ik daur ke daaman me.n mahakte aa.e
Mahmood Rahi
Ghazal
fasl-e-gul aa.ii ajab rang hai maiKHaane kaa
husn dekhe ko.ii ab shiishe kaa paimaane kaa
Ishrat Safipuri
Ghazal
fasl-e-gul aa.ii ajab rang hai maiKHaane kaa
husn dekhe ko.ii ab shiishe kaa paimaane kaa
Ishrat Safipuri
Ghazal
fasl-e-gul me.n mirii vahshat ke hai.n saamaa.n kitne
purze-purze nazar aate hai.n garebaa.n kitne
Sajid Rizwi
Ghazal
fasl-e-gul KHaak hu.ii jab to sadaa dii tuu ne
ai gul-e-taaza bahut der lagaa dii tuu ne
Shahzad Ahmad
Ghazal
Suroor Barabankvi
Ghazal
jaane ko jaa.e fasl-e-gul aane ko aa.e har baras
ham Gam-zado.n ke vaaste jaise chaman vaise qafas
Nooh Narvi
Ghazal
fasl-e-gul dekh ke afzuu.n hu.ii vahshat apnii
le chale dekhiye kis jaa mujhe qismat apnii