SEARCH RESULTS
Showing search results for "قصیدوں"
Ghazal MATCHES FOR "قصیدوں"
Ghazal
jiit par un kii lagaa duu.n mai.n qasiido.n kii jha.Dii
maat ko un kii magar maat na likhne paa.uu.n
Rajesh Reddy
Ghazal
jis ke qadmo.n ke qasiido.n se hii fursat na mile
kaise us shaKHs kii ta.aziim-e-nazar tak jaa.uu.n
Saleem Siddiqui
Ghazal
Shuja Khaavar
Ghazal
ham ne jo qasiido.n ko munaasib nahii.n samjhaa
shah ne bhii hame.n apnaa musaahib nahii.n samjhaa
Azhar Inayati
Ghazal
marsiyo.n aur qasiido.n se bharii hai mahfil
shahr-aashob se har rishta-e-daanish TuuTaa
Iqbal Haider
Ghazal
Khaleel Farhat Karanjavi
Ghazal
phir qafas me.n shor uTThaa qaidiyo.n kaa aur sayyaad
dekhnaa u.Daa degaa phir KHabar rihaa.ii kii
Ahmad Faraz
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
ham ne jo bhuul ke bhii shah kaa qasiida na likhaa
shaayad aayaa isii KHuubii kii badaulat likhnaa
Habib Jalib
Ghazal
be-misaal qariyo.n ke be-kanaar baaGo.n ke
apne KHvaab logo.n ke KHvaab me.n dikhaa duu.ngaa
Muneer Niyazi
Ghazal
mire labo.n se tabassum mazaaq karne lagaa
mai.n likh rahaa thaa qasiida udaas hone kaa
Rahat Indori
Ghazal
qasiida she'r musaddas rubaa.ii nazm Gazal
mahakte ho.nTo.n kii tafsiir hai bhalii se bhalii
Shahzad Qais
Ghazal
zavaal-e-taaqat o muu-e-sapiid o zof-e-basar
inhii.n se paa.e bashar maut ke qariino.n ko
Meer Anees
Ghazal
roz ik taaza qasiida na.ii tashbiib ke saath
rizq bar-haq hai ye KHidmat nahii.n hogii ham se
Iftikhar Arif
Ghazal
Malikzaada Manzoor Ahmad
Ghazal
hotii hai shaam aa.nkh se aa.nsuu ravaa.n hu.e
ye vaqt qaidiyo.n kii rihaa.ii kaa vaqt hai
Ahmad Mushtaq
Ghazal
parchhaa.iyaa.n qado.n se bhii aage nikal ga.ii.n
suuraj ke Duub jaane kaa ab ehtimaal hai