SEARCH RESULTS
Showing search results for "لحاظ"
Ghazal MATCHES FOR "لحاظ"
Ghazal
Hasrat Mohani
Ghazal
uThaa.ii kyuu.n na qayaamat aduu ke kuuche me.n
lihaaz aap ko vaqt-e-KHiraam kis kaa thaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
KHaatir se yaa lihaaz se mai.n maan to gayaa
jhuuTii qasam se aap kaa iimaan to gayaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
vo vaqt kaa jahaaz thaa kartaa lihaaz kyaa
mai.n dosto.n se haath milaane me.n rah gayaa
Hafeez Merathi
Ghazal
kabhii lihaaz na rakhnaa kisii rivaayat kaa
jo jii me.n aayaa use ham ne mo'atabar jaanaa
Shakeel Azmi
Ghazal
usii lihaaz kaa 'aabid' malaal hai ham ko
rahaa na aaj jo dauraan-e-guftuguu baaqii
Aabid Adeeb
Ghazal
ho kaise jabr-e-mashiyat ko is du.aa kaa lihaaz
jo ek baar mile phir kabhii judaa hii na ho
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
qudrat ko KHud hai husn ke alfaaz kaa lihaaz
iifaa bhii ho hii jaa.egaa paimaa.n to kiijiye
Josh Malihabadi
Ghazal
lihaaz-e-hurmat-e-paimaa.n na paas-e-ham-KHvaabii
ajab tarah ke tasaadum the aashnaa.ii me.n bhii
Iftikhar Arif
Ghazal
ab ha.ns ke tere naaz uThaa.e.n to kis liye
tuu ne bhii to lihaaz hamaaraa nahii.n kiyaa
Ambareen Haseeb ambar
Ghazal
vafaa gumaan hii Thahrii to kyaa zaruur ki ab
lihaaz-e-ham-safarii bhii safar me.n rakkhaa jaa.e
Iftikhar Arif
Ghazal
har shaKHs apnaa hotaa nahii.n 'jaun' jaan le
tujh ko kahii.n lihaaz-o-muravvat na maar de
Syed John Abbas Kazmi
Ghazal
kahii.n na un kii nazar se nazar kisii kii la.De
vo is lihaaz se aa.nkhe.n jhukaa.e baiThe hai.n
Nooh Narvi
Ghazal
mu.nh pher kar vo kahte hai.n bas maan jaa.iye
is sharm is lihaaz ke qurbaan jaa.iye
Bekhud Dehlvi
Ghazal
Jaleel Manikpuri
Ghazal
aise kushaada-dast kahaa.n ke the ham 'razii'
shaayad lihaaz-e-zahmat-e-daryuuza-gar kiyaa