SEARCH RESULTS
Showing search results for "محشر_بداماں"
Ghazal MATCHES FOR "محشر_بداماں"
Ghazal
vo Dare mahshar-ba-daamaa.n talKHi-e-maahaul se
jis ne un nazro.n kii shaan-e-barhamii dekhii nahii.n
Anwar Sabri
Ghazal
Anwar Sabri
Ghazal
mausuum hai qayaam-e-qayaamat se terii chaal
mahshar tujh aise fitna-badaamaa.n kaa aks hai
Waqar Sahar
Ghazal
dil kaa ye dasht arsa-e-mahshar lagaa mujhe
mai.n kyaa balaa huu.n raat ba.Daa Dar lagaa mujhe
Zafar Iqbal
Ghazal
Mumtaz Rashid
Ghazal
Anees Qalb
Ghazal
phailii hai.n chaar suu mire kyuu.nkar udaasiyaa.n
ik bahr-e-be-amaa.n hai ye banjar udaasiyaa.n
Uzma Naqvi
Ghazal
Rahil Bukhari
Ghazal
Mubashshir Ali Zaidi
Ghazal
mahshar kaa e'tibaar hu.aa hai kabhii kabhii
be-parda husn-e-yaar hu.aa hai kabhii kabhii
Afqar Mohani
Ghazal
bahr-e-aalaam me.n dil Duub gayaa aaj kii shab
ek mahshar saa hai siine me.n bapaa aaj kii shab
Qazi Ghulam Mohammad
Ghazal
gar na andoh-e-shab-e-furqat bayaa.n ho jaa.egaa
be-takalluf daaG-e-mah mohr-e-dahaa.n ho jaa.egaa
Mirza Ghalib
Ghazal
dil kii bisaat kyaa thii jo sarf-e-fuGaa.n rahaa
ghar me.n zaraa sii aag kaa kitnaa dhu.aa.n rahaa
Shola Aligarhi
Ghazal
kausar kii halaavat hai mirii tishna-labii me.n
masruuf huu.n mai.n mad.h-e-rasuul-e-arabii me.n
Mohammad Aazam Chishti
Ghazal
mahshar me.n paas kyuu.n dam-e-fariyaad aa gayaa
rahm us ne kab kiyaa thaa ki ab yaad aa gayaa
Momin Khan Momin
Ghazal
raat gahrii hai to phir Gam bhii faraavaa.n ho.nge
kitne bujhte hu.e taare sar-e-mizhgaa.n ho.nge
Sajida Zaidi
Ghazal
sab jise kahte hai.n vaqf-e-Gam-e-jaanaa.n honaa
avvalii.n shart hai us ke liye insaa.n honaa