SEARCH RESULTS
Showing search results for "مربوط"
Ghazal MATCHES FOR "مربوط"
Ghazal
marbuut hai.n tujh se bhii yahii naa-kas-o-naa-ahl
us baaG me.n ham ne gul-e-be-KHaar na paayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
jin se ki ho marbuut vahii tum ko hai maimuun
insaan kii sohbat tumhe.n darkaar kahaa.n hai
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
Ghazal
nizaam-e-kun ke sabab intishaar hai marbuut
ye kaa.enaat simaTtii bhii hai bikharte hu.e
Asim Wasti
Ghazal
Abul Baqa Sabr Saharanpuri
Ghazal
Ashk Almas
Ghazal
har ek saa.ns ko marbuut haq se karnaa hai
ki is se pahle ye saa.nso.n ke silsile TuuTe
Sarahat Ahmad Sarahat
Ghazal
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
marbuut kaamyaabii hai vaarastagii ke saath
rakh raah-e-pur-KHatar me.n qadam puKHtagii ke saath
Mohammad Sharfuddin Sahil
Ghazal
ye jo ha.ngaamo.n se marbuut hai mahfil merii
kaif-zaa dil-rubaa bulbul kii sadaa thii kal tak
Jafar Sahni
Ghazal
ye baat jaan.naa laazim hai har kisii ke liye
nizaam-e-adl se marbuut hai KHudaa kaa shu.uur
Mohammad Shahid Firoz
Ghazal
bas ek mai.n hii nahii.n us ke zikr se marbuut
use bhii jaanaa gayaa hai mere havaalo.n se
Nivesh Sahu
Ghazal
mere baahar utnii hii marbuut hai be-rabtii
mere andar kii duniyaa hai jitnii pur-asraar
Shabnam Rumani
Ghazal
ai hasiinaan-e-jahaa.n ahl-e-havas se hoshiyaar
varna husn-o-ishq se marbuut afsaane ga.e
Mohammad Naqi Rizvi Asr
Ghazal
marbuut hai tahziib-e-kuhan se miraa rishta
lahje me.n buzurgo.n kii du.aa.o.n kaa asar hai