SEARCH RESULTS
Showing search results for "مس"
Ghazal MATCHES FOR "مس"
Ghazal
Gulzar
Ghazal
dekhaa jise bhii us kii mohabbat me.n mast thaa
jaise tamaam shahr ho daaruu piye hu.e
Ahmad Faraz
Ghazal
dil-e-bedaar faaruuqii dil-e-bedaar karraarii
mis-e-aadam ke haq me.n kiimiyaa hai dil kii bedaarii
Allama Iqbal
Ghazal
kamre me.n jo ha.nstii hu.ii aa.ii mis-e-ra.anaa
teacher ne kahaa ilm kii aafat hai to ye hai
Akbar Allahabadi
Ghazal
tez jho.nkaa bhii hai dil ko naagavaar
tum se mas ho kar havaa kam kam chale
Akhtar Saeed Khan
Ghazal
yahii bahut hai ki us ne mujhe bhii miss to kiyaa
ye lams mujh me.n abhii tak rachaa hu.aa to hai
Iftikhar Naseem
Ghazal
kyaa Gazab hai nigah-e-mast-e-mis-e-baada-farosh
shaiKH faanii me.n hu.aa ra.ng-e-javaanii paidaa
Akbar Allahabadi
Ghazal
achchhii miss hai ko.ii miss call na message ko.ii
apnii sim le le mobile mujhe vaapas kar de
Syed Salman Gilani
Ghazal
us tan ko nahii.n taaqat shabnam ke talabbus se
ai dast-e-havas is par tuu qasd na kar mas kaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Dua Ali
Ghazal
ho KHaak raah-e-ishq me.n taa-qadr ho tirii
mis ke tilaa banaane ko iksiir shart hai
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
nahii.n Tas se mas hote dekhoge ham ko
raqiibo tumhaaraa bhii dam dekhte hai.n
Priyamvada Ilhan
Ghazal
hairat hai ek umr kii baarish ke baavajuud
aa.nkho.n me.n ko.ii shakl hai jo Tas se mas na ho
Ashu Mishra
Ghazal
mas ke zar hone se behtar hai kamaal-e-insaa.n
KHaaksaarii hai judaa aur hai iksiir judaa
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
Nivesh Sahu
Ghazal
kisii ke paa.nv se mas ho ga.ii tabhii 'ammaar'
mirii zamiin lage rashk-e-aasmaan mujhe