SEARCH RESULTS
Showing search results for "نباہ"
Ghazal MATCHES FOR "نباہ"
Ghazal
Momin Khan Momin
Ghazal
bas ik nigaah se luTtaa hai qaafila dil kaa
so rah-ravaan-e-tamannaa bhii Dar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
is tarah zindagii ne diyaa hai hamaaraa saath
jaise ko.ii nibaah rahaa ho raqiib se
Sahir Ludhianvi
Ghazal
duniyaa-e-dil tabaah kiye jaa rahaa huu.n mai.n
sarf-e-nigaah-o-aah kiye jaa rahaa huu.n mai.n
Jigar Moradabadi
Ghazal
aalam me.n aab-o-gil ke kyuu.nkar nibaah hogaa
asbaab gir pa.Daa hai saaraa miraa safar me.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
nibaah baat kaa us hiila-gar se kuchh na hu.aa
idhar se kyaa na hu.aa par udhar se kuchh na hu.aa
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Kaleem Aajiz
Ghazal
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
tum se to bas nibaah kii suurat nikal pa.Dii
jis se hu.e the vaada o paimaan tum nahii.n
Saleem Kausar
Ghazal
mai.n bhii kuchh KHush nahii.n vafaa kar ke
tum ne achchhaa kiyaa nibaah na kii
Momin Khan Momin
Ghazal
Murtaza Barlas
Ghazal
nahii.n suruur-e-musalsal nibaah par mauquuf
mudaam aa.nkh kahaa.n lutf-e-KHvaab chaahtii hai
Shaukat Wasti
Ghazal
kuchh to likhii hai.n apne muqaddar me.n gardishe.n
kuchh pyaar me.n nibaah kaa dastuur bhii nahii.n
Shabnam Shakeel
Ghazal
kam-baKHt dil buraa ho tirii aah aah kaa
husn-e-nigaah bhii na rahaa gaah gaah kaa
Hafeez Jalandhari
Ghazal
us shoKH ne nigaah na kii ham bhii chup rahe
ham ne bhii aah aah na kii ham bhii chup rahe