SEARCH RESULTS
Showing search results for "وبال_دوش"
Ghazal MATCHES FOR "وبال_دوش"
Ghazal
shoriidgii ke haath se hai sar vabaal-e-dosh
sahraa me.n ai KHudaa ko.ii diivaar bhii nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
hamdam vabaal-e-dosh na kar pairahan mujhe
kaa.nTaa saa hai khaTaktaa miraa tan badan mujhe
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
vabaal-e-dosh rahaa sar bhii naa-tavaanii se
milaa na ko.ii hame.n teG kaa dhanii afsos
Shad Lakhnavi
Ghazal
malaal kyaa kare.n dastaar ke na hone kaa
vabaal-e-dosh yahaa.n to KHud apnaa sar hai miyaa.n
Waqar Manvi
Ghazal
Waqar Manvi
Ghazal
Shad Lakhnavi
Ghazal
Afqar Mohani
Ghazal
gar vabaal-e-dosh thaa sar haath me.n tesha bhii thaa
ik taraf se to nasiibe ke sikandar ham bhii the
Khawar Rizvi
Ghazal
saude se jo bharaa vo hu.aa sar vabaal-e-dosh
baar-e-shajar hu.aa vo samar jo ki pak gayaa
Mirza Maseeta Beg Muntahi
Ghazal
Zubair Shifai
Ghazal
vo radd-e-KHalq huu.n mai.n gar Duub kar maruu.ngaa
murda miraa vabaal-e-dosh-e-habaab hogaa