SEARCH RESULTS
Showing search results for "پشاور"
Ghazal MATCHES FOR "پشاور"
Ghazal
mushkil hai tujhe aag ke dariyaa se bachaa luu.n
ai shahr-e-peshawar mai.n tujhe haar gayaa huu.n
Ishaq Virdag
Ghazal
KHaan kahtaa hai vahaa.n muu.n-gphalii hotaa hai
phuul hotii hai pishaavar me.n kalii hotaa hai
Khalid Irfan
Ghazal
ye kaisii karbalaa barpaa hu.ii peshawar me.n
lahuu me.n Duube hu.e mere bachche maare ga.e
Azeem Haider Syed
Ghazal
KHuun se aT ga.ii.n shaahraahe.n peshawar terii
dosh pe darro.n ke ab chaadar-e-kam-KHvaab nahii.n
Aamir Suhail
Ghazal
sochaa thaa us se duur kahii.n jaa base.nge ham
lekin 'sarosh' ham se peshawar na chhuT sakaa
Hamid Sarosh
Ghazal
ai peshawar mai.n musaafir to nahii.n huu.n lekin
sar jhukaa.e hu.e phirtaa huu.n tirii galiyo.n me.n
Jaleel Hashmi
Ghazal
aaj yaad-e-rafta ne sair kii peshawar kii
ab bhii qissa-KHvaanii me.n chuu.Diyaa.n khanaktii hai.n
Tahir Hanfi
Ghazal
be-had power jis ko bhii mil jaa.e us kii
tarz yaziidii yaa cha.ngezii ho jaatii hai
Haider Qureshi
Ghazal
hai.n hech mere saamne power plant bhii
mai.n kar rahaa huu.n gaa.nv me.n lafzo.n se raushnii
Zahoor Minhas
Ghazal
zard shaaKHo.n kii pataavar me.n uThaatii hu.ii hashr
'keats' kii nazm kaa jaise ko.ii kirdaar havaa