SEARCH RESULTS
Showing search results for "پیش_گوئی"
Ghazal MATCHES FOR "پیش_گوئی"
Ghazal
pesh-go.ii kisii anjaam kii jab miltii nahii.n
zindagii kaise tujhe vaqf-e-mohabbat kar de.n
Shagufta Altaf
Ghazal
jab talak 'shafaq' tere hai.n zamii.n pe shaidaa.ii
pesh-go.ii hai merii mar nahii.n sakegaa tuu
Shafaq Tanveer
Ghazal
teraa firaaq jaan-e-jaa.n aish thaa kyaa mire liye
ya.anii tire firaaq me.n KHuub sharaab pii ga.ii
Jaun Eliya
Ghazal
ye zindagii to KHuun-e-jigar pii ga.ii tamaam
kaise bujhaa.e.n suukhe samundar kii pyaas ham
Prem Warbartani
Ghazal
lahje kii aa.nch ruup kii shabnam bhii pii ga.ii
'ajmal' gulo.n kii chhaa.nv me.n namnaak ho gayaa
Kabir Ajmal
Ghazal
paanii tamaam sahn kaa jab pii ga.ii zamiin
kaaGaz ke ab safiine utaare ga.e to kyaa
Shamim Danish
Ghazal
raat kii zahriilii naagin pii ga.ii jalte charaaG
ham to nikle the a.ndhero.n ko miTaane ke liye
Sabir Naseerabadi
Ghazal
vo jo aa.nsu.o.n kii zabaan thii mujhe pii ga.ii
vo jo bebasii ke kalaam the mujhe khaa ga.e
Liyaqat Ali Aasim
Ghazal
tum kyaa piyoge chuum ke rakh do labo.n se jaam
'tasniim' ye sharaab hai kitno.n ko pii ga.ii
Tasneem Faruqi
Ghazal
ban ke merii ham-safar us ne o.Dhii dhuup
ruup kaa amrit pii ga.ii naagin jaisii dhuup
Jalees Najeebabadi
Ghazal
Bakhsh Layalpuri
Ghazal
jab kaaT ke dil pair ga.ii hove jigar me.n
phir kyuu.n na chhurii aap kii us baat kii Thahre
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
jo dard tujh pe guzarnaa thaa mai.n guzaartii huu.n
jo tere naam kaa thaa zahr pii ga.ii huu.n mai.n