SEARCH RESULTS
Showing search results for "چرنے"
Ghazal MATCHES FOR "چرنے"
Ghazal
ik din saarii dhartii ko khaa jaa.e.nge
ghaas ke piichhe miTTii charne vaale log
Alakh Niranjan
Ghazal
mere chaaro.n jaanib uu.nchii uu.nchii ghaas
mere chaaro.n jaanib charne vaale log
Daniyal Tareer
Ghazal
kaar-KHaano.n ko chale amboh-dar-amboh log
jaanvar nikle charaagaaho.n me.n charne ke liye
Maratib Akhtar
Ghazal
mujh ko chalne do akelaa hai abhii meraa safar
raasta rokaa gayaa to qaafila ho jaa.uu.ngaa
Waseem Barelvi
Ghazal
chalne kaa hausla nahii.n ruknaa muhaal kar diyaa
ishq ke is safar ne to mujh ko niDhaal kar diyaa
Parveen Shakir
Ghazal
Tahzeeb Hafi
Ghazal
Behzad Lakhnavi
Ghazal
mujh ko bhii shauq thaa na.e chehro.n kii diid kaa
rasta badal ke chalne kii aadat use bhii thii
Mohsin Naqvi
Ghazal
ham na hote to kisii aur ke charche hote
KHilqat-e-shahr to kahne ko fasaane maa.nge
Ahmad Faraz
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
paiham tavaaf-e-kuucha-e-jaanaa.n ke din ga.e
pairo.n me.n chalne phirne kii taaqat nahii.n rahii
Khumar Barabankavi
Ghazal
saa.ns mausam kii bhii kuchh der ko chalne lagtii
ko.ii jho.nkaa tirii palko.n kii havaa kaa hotaa