SEARCH RESULTS
Showing search results for "کھلواے"
Ghazal MATCHES FOR "کھلواے"
Ghazal
re.ngne kii bhii ijaazat nahii.n ham ko varna
ham jidhar jaate na.e phuul khilaate jaate
Rahat Indori
Ghazal
duniyaa jise kahte hai.n jaaduu kaa khilaunaa hai
mil jaa.e to miTTii hai kho jaa.e to sonaa hai
Nida Fazli
Ghazal
tum maa.ng rahe ho mire dil se mirii KHvaahish
bachcha to kabhii apne khilaune nahii.n detaa
Abbas Tabish
Ghazal
baadbaa.n khulne se pahle kaa ishaara dekhnaa
mai.n samundar dekhtii huu.n tum kinaara dekhnaa
Parveen Shakir
Ghazal
ga.e mausam me.n jo khilte the gulaabo.n kii tarah
dil pe utre.nge vahii KHvaab azaabo.n kii tarah
Parveen Shakir
Ghazal
hai paash paash magar phir bhii muskuraataa hai
vo chehra jaise ho TuuTe hu.e khilaune kaa
Javed Akhtar
Ghazal
dilbarii Thahraa zabaan-e-KHalq khulvaane kaa naam
ab nahii.n lete parii-ruu zulf bikhraane kaa naam
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
zaKHmo.n ne mujh me.n darvaaze khole hai.n
mai.n ne vaqt se pahle Taa.nke khole hai.n
Tahzeeb Hafi
Ghazal
Javed Akhtar
Ghazal
KHariidnaa hai to dil ko KHariid le fauran
khilaune TuuT bhii jaate hai.n aazmaate hu.e
Rehman Faris
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
justujuu kho.e hu.o.n kii umr bhar karte rahe
chaa.nd ke hamraah ham har shab safar karte rahe