SEARCH RESULTS
Showing search results for "کیفیت_صہبا"
Ghazal MATCHES FOR "کیفیت_صہبا"
Ghazal
Hasrat Mohani
Ghazal
dil me.n vo kaifiyat-e-nashsha-e-sahbaa hii nahii.n
darpai-e-hosh nigaah-e-tarab-afzaa hii nahii.n
Habeeb Ahmad Siddiqui
Ghazal
ek kaif-o-mastii kii zindagii hai shiishe me.n
kis ne mai nigaaho.n kii Dhaal dii hai shiishe me.n
Anwar panipati
Ghazal
kaifiyyat-e-mai-KHaana bas dekh le ab kyaa hai
saaqii hai na sahbaa hai shiisha hai na pyaala hai
Meer Hasan
Ghazal
ek jalva ek naGma ek paimaana abhii
zindagii kaa ham-nashii.n mat chhe.D afsaana abhii
Prem Shankar Goila Farhat
Ghazal
mai vo hosh par afgan aur nazar vo sahbaa-paash
mast kyuu.n na ho 'kaifii' ek do hii saaGar me.n
Dattatriya Kaifi
Ghazal
vo laakh puuchhe agar tujh se KHairiyat merii
na kahnaa us se sabaa tuu ye kaifiyat merii
Mustafa Jameel
Ghazal
ab ko.ii kis se kahe kaifiyyat-e-zaKHm-e-bahaar
sabza begaana hai gul chup hai.n sabaa aavaara
Akhtar Hoshiyarpuri
Ghazal
kii hai ko.ii hasiin KHataa har KHataa ke saath
tho.Daa saa pyaar bhii mujhe de do sazaa ke saath
Kaifi Azmi
Ghazal
na kuchh ziyaada na kuchh kam tire havaale se
vahii hai dard kaa aalam tire havaale se
Majid Deobandi
Ghazal
dil kho gayaa hamaaraa kisii se milaa ke haath
ho dastaras to kaaTiye duzd-e-hinaa ke haath
Dattatriya Kaifi
Ghazal
zamiin jab bhii hu.ii karbalaa hamaare liye
to aasmaan se utraa KHudaa hamaare liye
Obaidullah Aleem
Ghazal
Abdur Rasheed Khan Kaifi Mahkari
Ghazal
Abdur Rasheed Kaifi
Ghazal
haal-e-dil kahne ko kahte ho to kab tum mujh ko
haa.e jis vaqt nahii.n taab-e-takallum mujh ko
Dattatriya Kaifi
Ghazal
nazar ban kar tajallii jalva-gar hai
jahaa.n be-saaKHta sajde me.n sar hai
Damodar Thakur Zaki
Ghazal
din bahut raat bahut sub.h bahut shaam bahut
aa.e har-vaqt mire hisse me.n ilzaam bahut