SEARCH RESULTS
Showing search results for "گردانا"
Ghazal MATCHES FOR "گردانا"
Ghazal
jis kii pore.n dil kii ik ik dha.Dkan gintii hai.n
jis ko ham ne KHud gardaanaa jaane kaisaa ho
Khalid Ahmad
Ghazal
Syed Alim Wasti
Ghazal
tamaam shahr ne mujrim mujhii ko gardaanaa
tamaam shahr me.n ik mai.n hii sa.ngsaar hu.aa
Kumar Pashi
Ghazal
shauq me.n meh.ndii ke vo be-dast-o-paa honaa tiraa
aur miraa vo chhe.Dnaa vo gudgudaanaa yaad hai
Hasrat Mohani
Ghazal
Khatir Ghaznavi
Ghazal
dekh me.amaar parinde bhii rahe.n ghar bhii bane
naqsha aisaa ho ko.ii pe.D giraanaa na pa.De
Umair Najmi
Ghazal
baada-gardaan-e-ajam vo arabii merii sharaab
mire saaGar se jhijakte hai.n mai-aashaam abhii
Allama Iqbal
Ghazal
Hafeez Jalandhari
Ghazal
maalik se aur miTTii se aur maa.n se baaGii shaKHs
dard ke har miisaaq se ruu-gardaanii kartaa hai
Iftikhar Arif
Ghazal
tujh se siikhe ko.ii rone kaa saliiqa ai abr
kahii.n qatra na giraanaa kahii.n dariyaa ronaa
Ahmad Mushtaq
Ghazal
vahii pyaas hai vahii dasht hai vahii gharaanaa hai
mashkiize se tiir kaa rishta bahut puraanaa hai
Iftikhar Arif
Ghazal
kaTte hii sa.ng-e-lafz giraanii nikal pa.De
shiisha uThaa ki juu-e-ma.aanii nikal pa.De
Iqbal Sajid
Ghazal
giraanii-e-shab-e-hijraa.n do-chand kyaa karte
ilaaj-e-dard tire dardmand kyaa karte
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
puraane ghar ko giraayaa to baap rone lagaa
KHushii ne dil saa dukhaayaa to baap rone lagaa