SEARCH RESULTS
Showing search results for "گنا"
Ghazal MATCHES FOR "گنا"
Ghazal
go daava-e-taqvaa nahii.n dargaah-e-KHudaa me.n
but jis se ho.n KHush aisaa gunahgaar nahii.n huu.n
Akbar Allahabadi
Ghazal
nek logo.n me.n mujhe nek ginaa jaataa hai
aur gunahgaar gunahgaar samajhte hai.n mujhe
Shahid Zaki
Ghazal
Farhat Abbas Shah
Ghazal
ye chand lamho.n kii be-iKHtiyaariyaa.n hai.n 'vasiim'
gunah se rishta bahut der rah nahii.n saktaa
Waseem Barelvi
Ghazal
'majruuh' likh rahe hai.n vo ahl-e-vafaa kaa naam
ham bhii kha.De hu.e hai.n gunahgaar kii tarah
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
kyuu.n baKHsh diyaa mujh se gunahgaar ko maulaa
munsif to kisii se bhii ri.aayat nahii.n kartaa
Qateel Shifai
Ghazal
ik fursat-e-gunaah milii vo bhii chaar din
dekhe hai.n ham ne hausle parvardigaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
aa.nkho.n kii raushnii se hai har sang aa.iina
har aa.ine me.n KHud ko gunahgaar dekhnaa
Nida Fazli
Ghazal
Josh Malsiani
Ghazal
Shahzad Ahmad
Ghazal
teG munsif ho jahaa.n daar-o-rasan ho.n shaahid
be-gunah kaun hai us shahr me.n qaatil ke sivaa
Ali Sardar Jafri
Ghazal
tum jaano tum ko Gair se jo rasm-o-raah ho
mujh ko bhii puuchhte raho to kyaa gunaah ho
Mirza Ghalib
Ghazal
ThanDe kiye Gairo.n ke dil aur ham ko jalaayaa
ik the to mohabbat ke gunahgaar hamii.n the
Taashshuq Lakhnavi
Ghazal
'qatiil' jin pe sadaa pattharo.n ko pyaar aayaa
kidhar ga.e vo gunahgaar aa.o sach bole.n
Qateel Shifai
Ghazal
sab hamaare liye zanjiir liye phirte hai.n
ham sar-e-zulf-e-girah-giir liye phirte hai.n