SEARCH RESULTS
Showing search results for "ہار"
Ghazal MATCHES FOR "ہار"
Ghazal
dono.n jahaan terii mohabbat me.n haar ke
vo jaa rahaa hai ko.ii shab-e-Gam guzaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
Javed Akhtar
Ghazal
apnaa ye haal ki jii haar chuke luT bhii chuke
aur mohabbat vahii andaaz puraane maa.nge
Ahmad Faraz
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
thak-haar ke baiThe hai.n sar-e-kuu-e-tamannaa
kaam aa.e to phir jazba-e-naakaam hii aa.e
Ada Jafarey
Ghazal
manzile.n laakh kaThin aa.e.n guzar jaa.uu.ngaa
hausla haar ke baiThuu.ngaa to mar jaa.uu.ngaa
Saqi Amrohvi
Ghazal
aa.nkho.n me.n rahaa dil me.n utar kar nahii.n dekhaa
kashtii ke musaafir ne samundar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
tuu yahii.n haar gayaa hai mire buzdil dushman
mujh se tanhaa ke muqaabil tiraa lashkar niklaa
Ahmad Faraz
Ghazal
bhalaa Gamo.n se kahaa.n haar jaane vaale the
ham aa.nsu.o.n kii tarah muskuraane vaale the
Waseem Barelvi
Ghazal
arbaab-e-havas haar ke bhii jaan pe khele
kam-taala.i-e-aashiq-e-jaa.n-baaz to dekho
Momin Khan Momin
Ghazal
is baar tum ko aane me.n kuchh der ho ga.ii
thak-haar ke vo so gayaa afsos mat karo
Bashir Badr
Ghazal
mai.n sach kahuu.ngii magar phir bhii haar jaa.uu.ngii
vo jhuuT bolegaa aur laa-javaab kar degaa