SEARCH RESULTS
Showing search results for "अकबर"
Ghazal MATCHES FOR "अकबर"
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
KHizr-sultaa.n ko rakhe KHaaliq-e-akbar sarsabz
shaah ke baaG me.n ye taaza nihaal achchhaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Gamza nahii.n hotaa ki ishaaraa nahii.n hotaa
aa.nkh un se jo miltii hai to kyaa kyaa nahii.n hotaa
Akbar Allahabadi
Ghazal
aa.nkhe.n mujhe talvo.n se vo malne nahii.n dete
armaan mire dil ke nikalne nahii.n dete
Akbar Allahabadi
Ghazal
hayaa se sar jhukaa lenaa adaa se muskuraa denaa
hasiino.n ko bhii kitnaa sahl hai bijlii giraa denaa
Akbar Allahabadi
Ghazal
ma.anii-e-dil kaa kare iz.haar 'akbar' kis tarah
lafz mauzuu.n bahr-e-kashf-e-mudda.aa miltaa nahii.n
Akbar Allahabadi
Ghazal
gale lagaa.e.n kare.n tum ko pyaar eid ke din
idhar to aa.o mire gul-ezaar eid ke din
Akbar Allahabadi
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
haazir hu.aa karuu.ngaa mai.n aksar huzuur me.n
aaj achchhii tarah se mujhe pahchaan liijiye
Akbar Allahabadi
Ghazal
hame.n bhii aatish-e-ulfat jalaa chukii 'akbar'
haraam ho ga.ii dozaKH kii naar ham par bhii
Akbar Allahabadi
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
huu.n mai.n parvaana magar sham.a to ho raat to ho
jaan dene ko huu.n maujuud ko.ii baat to ho
Akbar Allahabadi
Ghazal
maz.har-e-jalva-e-jaanaa.n hai har ik shai 'akbar'
be-adab aa.nkh kisii samt uThaa hii na sake