SEARCH RESULTS
Showing search results for "अफ़साना"
Ghazal MATCHES FOR "अफ़साना"
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
yaad use bhii ek adhuuraa afsaana to hogaa
kal raste me.n us ne ham ko pahchaanaa to hogaa
Javed Akhtar
Ghazal
log har baat kaa afsaana banaa dete hai.n
ye to duniyaa hai mirii jaa.n ka.ii dushman ka.ii dost
Ahmad Faraz
Ghazal
ye umr, ye barsaat, ye bhiigii hu.i raate.n
in raato.n ko afsaana banaane ke liye aa
Talib Baghpati
Ghazal
Jaleel 'Aali'
Ghazal
jin se afsaana-e-hastii me.n tasalsul thaa kabhii
un mohabbat kii rivaayaat ne dam to.D diyaa
Saghar Siddiqui
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
Bedam Shah Warsi
Ghazal
mai.n ba.Dhaa.u.ngaa tirii shohrat-e-KHush-buu kaa nikhaar
tuu du.aa de mire afsaana-e-rusvaa.ii ko
Mohsin Naqvi
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
lab-e-zaahid pe hai afsaana-e-huur-e-jannat
kaash is vaqt miraa anjuman-aaraa hotaa
Akhtar Shirani
Ghazal
sunaa.uu.n mai.n kise afsaana-e-KHyaal-e-malaal
tirii kamii hii rahii aur mirii kamii hii rahii
Jaun Eliya
Ghazal
din talKH haqaa.eq ke sahraa.o.n kaa suuraj hai
shab gesuu-e-afsaana yaado.n kii kahaanii hai
Bashir Badr
Ghazal
tumhaaraa ruuThnaa tamhiid thii afsaana-e-Gam kii
zamaana ho gayaa ham se mizaaj-e-dil nahii.n miltaa
Makhmoor Dehlvi
Ghazal
mirii ulfat ta.ajjub ho ga.ii tauba ma.aaz-allaah
ki mu.nh se bhii na nikle baat aur afsaana ho jaa.e