SEARCH RESULTS
Showing search results for "झोल"
Ghazal MATCHES FOR "झोल"
Ghazal
taasiir ke liye jahaa.n tahriif kii ga.ii
ik jhol bas vahii.n pe fasaane me.n rah gayaa
Hafeez Merathi
Ghazal
dushman aaKHir dastaaro.n tak aa pahu.nchaa
ham rishto.n me.n jhol banaa.e baiThe hai.n
Nadeem Farrukh
Ghazal
miTte nahii.n dekhii hai shikan ham ne jabiin kii
jab farsh par us ke kahii.n kuchh jhol rahaa hai
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
har jaama-e-sifaat me.n kyuu.n kar na jhol ho
hai ye ki naapte hai.n KHudaa ko KHudii se ham
Jameel Mazhari
Ghazal
kis se gilaa kare.n ki ga.ii jhol rah ga.e
jaisii bhii mil ga.ii hai pahniye yahii qamiis
Bimal Krishn Ashk
Ghazal
ye tanaav jism kaa ba.Dhne nahii.n degaa tujhe
chust pairaahan me.n tuu apne zaraa saa jhol de
Aftab Shamsi
Ghazal
jabhii to baaGbaa.n kii guftuguu me.n jhol dekhte
kabhii kisii tarah kaa ehtimaal hii nahii.n rahaa
Shaad Aarfi
Ghazal
Aslam Haneef
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
kahii.n to us ke maraasim me.n jhol thaa taariq
vagarna ham se na miltaa vo aashnaa kii tarah
Tariq Masood
Ghazal
hamaare jaan o dil sii.n Gam ne.n zid kii
hu.aa dil ta.ng va jaame me.n pa.Daa jhol