SEARCH RESULTS
Showing search results for "दरमाँ"
Ghazal MATCHES FOR "दरमाँ"
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
be-sabr na ho ai 'valii' is dard suu.n hargiz
jaltaa huu.n tire dard me.n darmaa.n suu.n kahuu.ngaa
Wali Dakni
Ghazal
matlab tirii aamad se hai darmaa.n se nahii.n hai
'hasrat' kii qasam dil hii dukhaane ke liye aa
Hasrat Jaipuri
Ghazal
ai chaaragaro qaabil-e-darmaa.n nahii.n ye dard
varna mujhe saudaa hai ki mai.n kuchh nahii.n kahtaa
Momin Khan Momin
Ghazal
ho kar KHaraab-e-mai tire Gam to bhulaa diye
lekin Gam-e-hayaat kaa darmaa.n na kar sake
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Gam-e-hayaat kaa darmaa.n hai.n ishq ke aa.nsuu
a.ndherii raat hai yaaro diye jalaa ke piyo
Darshan Singh
Ghazal
Amir Usmani
Ghazal
na kabhii mai.n ne kahaa thaa ki mujhe dard mile
na kahuu.ngaa ki mire dard kaa darmaa.n karnaa
Bedam Shah Warsi
Ghazal
tum jo chaaho to mire dard kaa darmaa.n ho jaa.e
varna mushkil hai ki mushkil mirii aasaa.n ho jaa.e
Bedam Shah Warsi
Ghazal
mehrbaanii chaarasaazo.n kii ba.Dhii
jab ba.Dhaa darmaa.n to biimaarii ba.Dhii
Mubarak Azimabadi
Ghazal
Nasir Kazmi
Ghazal
har-chand dard-e-ishq kaa darmaa.n nahii.n magar
bantii nahii.n hai fikr-e-mudaavaa kiye baGair
Shakeel Badayuni
Ghazal
mai.n us ke dard kaa darmaa.n to jaantaa thaa magar
vo kuchh to boltaa apnii zabaan se pahle
Aanand Saroop Anjum
Ghazal
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
miirzaa 'yagaanaa' vaah zindabaad zindabaad
ik balaa-e-be-darmaa.n kyaa the tum aur ab kyaa