SEARCH RESULTS
Showing search results for "दुख-दर्द"
Ghazal MATCHES FOR "दुख-दर्द"
Ghazal
kyuu.n kisii aur ko dukh dard sunaa.uu.n apne
apnii aa.nkho.n se bhii mai.n zaKHm chhupaa.uu.n apne
Anwar Masood
Ghazal
dukh dard me.n hamesha nikaale tumhaare KHat
aur mil ga.ii KHushii to uchhaale tumhaare KHat
Wasi Shah
Ghazal
dukh dard Gam hai.n terii inaayaat zindagii
tuu ne nibhaa.ii.n KHuub rivaayaat zindagii
Khan Hasnain Aqib
Ghazal
chhupaate rahte hai.n dukh-dard ro nahii.n paate
ye vo jahaa.n hai jahaa.n mard ro nahii.n paate
Sajid Raheem
Ghazal
apne dukh-dard kaa afsaana banaa laayaa huu.n
ek ik zaKHm ko chehre pe sajaa laayaa huu.n
Azm Shakri
Ghazal
dukh-dard ke maaro.n se miraa zikr na karnaa
ghar jaa.o to yaaro.n se miraa zikr na karnaa
Wasi Shah
Ghazal
har ek pal mujhe dukh dard be-shumaar mile
KHudaa kabhii to mere dil ko bhii qaraar mile
Anis Abr
Ghazal
pahle dukh dard ka.ii dil me.n sambhaale mai.n ne
phir kiyaa KHud ko tire Gam ke havaale mai.n ne
Naz Butt
Ghazal
dukh-dard mire paas bhii jauhar kii tarah hai.n
zulmat me.n vo qindiil-e-munavvar kii tarah hai.n
Zafar Imam
Ghazal
dukh-dard kii Gamgiin kathaa hai ki Gazal hai
har lafz mire Gam kii sadaa hai ki Gazal hai
Qazi anwar
Ghazal
dukh-dard zamaane me.n uThaataa hai bhalaa kaun
karte hai.n sabhii va.ade nibhaataa hai bhalaa kaun
Shiv Om Misra Anvar
Ghazal
dukh-dard musiibat Gam-o-aalaam nahii.n hai
kis dil me.n bhalaa fasl-e-KHuu.n-aashaam nahii.n hai
Sharafat Husain
Ghazal
ye to achchhaa hai ki dukh-dard sunaane lag jaa.o
har kisii ko na magar zaKHm dikhaane lag jaa.o
Kausar Mazhari
Ghazal
mire dukh dard har ik aa.nkh se ojhal pa.De the
shukr-sad-shukr ki bas ruuh pe hii bal pa.De the
Aqeel Shah
Ghazal
dukh dard ranj-o-Gam kaa na ko.ii malaal kar
hotaa hai sab KHudaa kii taraf se KHayaal kar
Moinuddin Shamsi
Ghazal
Pushp Raj yadav
Ghazal
pahluu-e-Gair me.n dukh-dard samone na diyaa
daaman-e-vasl me.n ik hijr ne rone na diyaa
Syed Kashif Raza
Ghazal
dukh-dard liyaa hai Gam-e-'ayyaam liyaa hai
dil de ke mohabbat me.n ye in'aam liyaa hai